Re: Danial
barey bhai ho kar chotey sey goodfraidee maang rahey hain aap bhai jaan? :(
Uncle aap acha mazaak kar laete hein ....nikaaliye soh ka note (kanjoos)
Re: Danial
barey bhai ho kar chotey sey goodfraidee maang rahey hain aap bhai jaan? :(
Uncle aap acha mazaak kar laete hein ....nikaaliye soh ka note (kanjoos)
Re: Danial
i’m leaving, my head hurts
<----- after doing this
Re: Danial
Nai naveeli Dulhan aur woh bhi Danial ki magar maiN nai to Danial k baray maiN sunay haiN k woh kuch ziyada hi modern hoo gaya haiN khair
jaha tak pan ki baat rahi AAP khalaye aur hum na khaye agar chuna kum hoo to essay bhi halaat nahi ![]()
Re: Danial
hawww dekho, kitna hi mashraqi larka hai. shaadi ki baat ho rahi hai aur woh sharma kay kamray say bahar nikal raha hai.
hai main sadkay jaoon balain utarnay wala icon
Re: Danial
Uncle kanjoos nilkle ![]()
Re: Danial
chust pajamay to woh ghus nahi sakta tha issliye pajama ko dhoti sai badel diya haiN ![]()
Re: Danial
ammmi jeeeeeee ![]()
nahin ray. munday ki shaadi hai. dhoti main thori na ho gi. hum to chust pajama hi pehnain gain.
Re: Danial
Ohhhhh BIBI woh chust pajama mai nahi aa sakta, ya pajama budloo ya phir Munda badloo ![]()
Re: Danial
OMG i cant believe my pajama is being discussed here, woh bhee chust walla
![]()
Re: Danial
chal paray…jis ki shaadi ka pajama discuss ho raha hota hai woh kamray main nahin hota ![]()
go learn to make pulao ![]()
Re: Danial
i know how to get pulao, ![]()
all i have to do is call someone and they make it for me. ![]()
Re: Danial
jab tumhari biwi tumhara phone waghaira lay kar tumhain peetay gi na, to phir pata chal jaye ga ![]()
Re: Danial
hey man! shah is too desi touch… Danial is like too westernized… like Daniel Pearl ![]()
so there ![]()
Re: Danial
to phir shaadi kab hai:chai: