Re: Danial
Danny Bro, I still love you
![]()
p.s. hug cuz it’s friday and kiss because today is good friday.
Re: Danial
Danny Bro, I still love you
![]()
p.s. hug cuz it’s friday and kiss because today is good friday.
Re: Danial
at least someone is nice to me.
Thanks shikra bro
and
to you too. ![]()
Re: Danial
shadi kay baad aisey baat karou gay bv say ?
practice abhi se shuru hai...get used to it ;)
Re: Danial
Good Friday mubarak! ![]()
Re: Danial
![]()
abb jooti chupayee mai apni khair manana ![]()
Cool: sharam karou baji say aisey baat kartey hain kiya ![]()
Re: Danial
Tum to bilkul NANI amma wali batay ker rahi hoo ![]()
Re: Danial
muun main paan, kaali sherwani kay neechay kalaf laga huay achkan ka kurta. Hai Allah Subhanallah! ao zara tumhain surmay ka teeka laga doon. kahin nazar na lag jaye aunty wali smiley
Re: Danial
tuwaaNo vi ![]()
Re: Danial
:(muje nachna hain:crying:
Re: Danial
x gajillion.
i’m gonna go doob in chullo bhar panni. ![]()
Re: Danial
jao ab so jao… ![]()
Re: Danial
aye hai aisa zulam na karna. istri kharab ho gayi hai, kapray phir sukhain gae nahin
Re: Danial
Khair Mubarak. Where’s my goodfraidee (eidee)
Re: Danial
mujhe bhi eidee chahiye :(
Re: Danial
Tum to bilkul NANI amma wali batay ker rahi hoo :D
aray hamaray larkay ki shadi hai ..
tum Q sarr rahay ho
Allah nay chaha tou tumhay bhi larki mil jaye gi
abhi tou hamaray munday di shadi ae
o dulha banay ga
tay sadday kaaR nai naveeli dulhan aye gi
:nani amma wala icon:
paan khaou gay?
muun main paan, kaali sherwani kay neechay kalaf laga huay achkan ka kurta. Hai Allah Subhanallah! ao zara tumhain surmay ka teeka laga doon. kahin nazar na lag jaye aunty wali smiley
niii munday day sir vich sarsouN da tail vi lagan ae ..
acha shugan houta hai ...
Re: Danial
sharma kar ![]()
aww mera sohna munda .. aethay aa .. ![]()
Re: Danial
aye hai ni, sarsoon ka tail main kaisau bhool gayi
oh woh darzi say chust pajama to silwa liya hai na?
Re: Danial
mujhe bhi eidee chahiye :(
Uncle Shikra sab ko eidee deinge.....
Re: Danial
Khair Mubarak. Where's my goodfraidee (eidee)
barey bhai ho kar chotey sey goodfraidee maang rahey hain aap bhai jaan? :(
Re: Danial
yaaayyy ![]()
ni EMM, soch rahi hoon munday kay liye nawabi topi mangwa loon. walimay kay liye.