yeh baat bay baat per laRaai kyu kertay, isi liay doosri thread main LaRaaka kay title say nawaza tha ![]()
kaTTi:snooty:
tou kiya hoga ??? muft main tumharey kaprey rangeen hojain gey ![]()
atleast isi bahaney tumhari life main kuch rang to aaye ga ![]()
beta teri bivi bhi insha Allah janati khatoon hogi … tumhari samajh main bhi koi baat asaani sey nahi aati ![]()
apnay dil kee bhaRaas hummaiN bud-duaa day kar kiouN nikaaltay ho
?
haiN Anwaar unkil aap ki shadi nahee hui, woh aapkay room main picture kiskee thee. ![]()
… O bhai:D woh picture meray roommate kee begum kee thee
…
koi shoq nahee kapRay rangeen kerwanay ka. ![]()
This was a Daily chit chat - anyway I won .. ![]()
Acha but timmy bhai bhi usay bhabi bhabi keh rahay thay ![]()
^
there were a roommate on job. remember:hoonh:???
yaar dil kiyon chotta kartey hoo ??? shaadi koi itna mushkil kaam bhi nahi hey … zara himat to karo ![]()
![]()
OK he was on job or went to airport jo bhi but wasnt he single. ![]()
tou phir kiya shauq paal rakhey hain .. kaka wise ??? ![]()
![]()
sirf himmat aur jo hazaroN dollars ka kharcha hoga woh kon bardasht karay ga.
mahsa ALLAH aik dafa aur kaho… “were” izzat dainay kay liye kahaa thaa.. baRRay haiN naa.. yaqeen naheeN aataa tau bay shuk urdu maiN tarjumaa kar kay dekh lo ![]()
ok u are missing one who called from job:D abay:smack: bhool gayaa:-|
aap kee tasveer waali baat par:)
![]()
Kuch bhi nahee pala hua hai. ![]()
:o
That Masha Allah was for your good grammar.
Acha theek hai na mana main nay mana, aap kay dost kee hee nisf behtar theen. ![]()
read again:hoonh: