mey bhi naraz hoon:snooty:![]()
aao kaTTi kaTTi khailaiN ![]()
Your gavorite game heyna ![]()
wise key saaat khalein:snooty:
![]()
yeh gavorite kiyaa hotaa hay:konfused:
Araam say baiTh kar Feeroz-ul-lughat kay safhay chaaning err.. urdu kaa hee word hay naa:blush:?
oye GS ki ikaniyoo dowaniyoo .. yea kiya khapp pai howi hey is taagey main ??? ![]()
bhai chawanni:hoonh: tusi vee aa jaao:kiss:
![]()
![]()
that word was favorite*
Itna bhi nahee jantay. Andheray main tu aisa ho ga na, lights are off and me typing. ![]()
yaar aik pic thee tumhaaray cell phone maiN:hoonh:
Kia Urdu main gufto shaneed farmayeN gay aap ![]()
sirf eik hee dekhi, konsi pic kee baat ker rahay janab e wala. ![]()
abay O ![]()
delete kar baaqi wali:mad:
annay kaheen key .. main tumko aya howa nazar nahi aa raha kiya ??? ![]()
mujhay tau tum ‘paye huvay’ nazar aa rahay ho sirf:hoonh:
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kia Urdu main gufto shaneed farmayeN gay aap :D
[/QUOTE]
kiyon nahi yaar... eik min zara ilaichi wala paan kha loon .. phir moonh sey sirf urdu hi nikley gi :D
:rocketup:
beta jis ney bhi hamain paya … osney sari umar apna sar khapaya … yaqeen nahi ata to apni bhaabi sey pooch loo ![]()
Dhiyaan rahay sirf Urdu hee nikalna chaheay, agar kaheen peek nikli tu me ![]()
bhaabhi waali baat tau samajh aati hay:-| laikin ATA
?