Daily chit chat - anyway I won .. *jhanda*

:hoonh: you read na…

kitni un-wise baat ki hey kaka Wise :hoonh:

:hehe: ismain kahan nazar aai aap ko un-wise baat.
Ghor kijeay na, jab jab paRhain gay naye maani o matalaib o mafaheen aashkaar o hawaida o ayaan hongay.

Shabba Khair AQ and NaasPeeta jee. :wave:

3 dafa parh chuka hooon .. aur har baar aisa matlaab ayan hota hey .. jis sey wuzu tootney ka khatra paida hojata hey :smack:

tumhara pait kharab hay bhai :smack:
koi achha chooran khao :wink: