Cyber love: Can it last forever?

**
kiuN mushkil hai? koii Khaas vajah jo aap nataanaa nahiiN chaahte/chaahtiiN [sorry i still dunno if u are a boy or a girl :(] koshish karne se mumkin ho saktaa hai…koshish kar ke dekh leN varna pachhtaavaa rahegaa saarii zindagii.

ji, thii to aur hai bhii…kia kiyaa jaaye. jo kuchh hotaa hai insaan ke apne hii bhale ke liye hotaa hai shaayad…aisa haamaraa iimaan hai :)**