Concept of Chastity in different Cultures

Re: Concept of Chastity in different Cultures

oh achchhaa lolz…tasleemaat kaa bhii kia Khoob concept hai hamaare mo’aashare meN…bechaariyaaN hamaare salaam se bhii maHroom haiN. :frowning: yeh muNh bolaa bhai [jaise Bollywood meN huaa kartaa hai] mauq’a milte hii shauhar ban jaate haiN! aise bhaaiyoN se sabhii ‘hamsheeraaoN’ ko moHtaat rahnaa chaahiye.

is rishte ke silsile se ek hamaare 'ilaaqe kii kahaavaT hai jise ham yahaN bayaan nahiiN kar sakte! :frowning: