Re: Collection of Ramadan Recipes 2007
After looking all those pics…I thought…I should have married you… ![]()
Btw…I like the followings:
- Fresh palak walay pakoray
- Chutney aam ki
- Namak paray…

- SarsoN ka saag aur makai ki roti…with lassi of course :k:
- Aaloo+palak bharay parathay…

- Aaloo ki bhujia…safaid zeera dalna mat bhoolna…
-Fried Rahoo machli…
In ki recipe mat likhna…balkay paka kar mujhey khila dena…Allah kay naam per…Allah bhla karay ga…sub ka…jo mera roza khulwai ya naaaa…sub ka bhala…Ameen! ![]()
PS: Maalzeit…
…RozaWaqt…
PS1: Aufwiedersehen… ![]()