Re: COAS and International visits
No doubt.
Aik nai dirty Amreeki war ka aalaa-e-kaar bannay ke liyay bik gae hon ge.
Na jaanay kab samajh aae gi ya seedhay hon ge. ![]()
Amreeka ko WW3 kay liyay Pakistan jaisay mulkon ki armies khareednay ki ashad zaroorat hai.
Iss tarah Russia aur China ka toR bhi kar liya.
Before Pakistan falls into that camp.
But inn ki aankhon main to Daalar tair rahay hain aur ye andhay ho jaatay hain.
Ye alag baat hai keh Amreeki dollar in on the verge of collapse itself.
Par inn fools ko kiya pata. ![]()
Issi liyay to baar baar Amreeka se jootay khaanay aur zaleel honay ke ba’ad bhi phir unhi ke hathon bik jaatay hain.