ChoopaaL

Re: ChoopaaL

peechay mur kar dekha hota to yeh na poochtay app :hoonh:
ap kay peechay kharay bakri ko dekh rahee thee :clown:

Re: ChoopaaL

mai apni energy kyon waistoon?

Re: ChoopaaL

main bhi sochon jaib main 5 rupay thy wo kidhar gai…

ye kesi energy conservation hai… meray sawal kay jawab main aap ko sirf haan ya naan kehna tha… aap nain 2 posts kin laiken jawab nahin diya

Re: ChoopaaL

saari energy waist par lagaanaY saY

ik umer lagti hai kamraY ko kamar honaY tukk :)

Re: ChoopaaL

chalin kia yaad karain gay.
Barra acha mahol hai idher ka.
Thandi thandi hawain chal rahi hain.
Rang birangay phool khilay huway hain,...etc etc

Wese idher door say tau yehi nazar aa raha hai. :(

Re: ChoopaaL

chacha jee app ki jaib to ghar say nikalnay say phelay hi kut jati hay… :hehe: kitni bar kaha hay chachi ko paiso ki tangi na kia karay

Re: ChoopaaL

kar di na bisti kharab. :naraz:

Re: ChoopaaL

:cb:

Re: ChoopaaL

agar izzat kharab ho tau bisti hoti hai
chunaa chaY iss kuliye kee ruu saY agar bisti kharab ho tau izzat honaa laazim hai :slight_smile:

Re: ChoopaaL

:halo: ^^

Re: ChoopaaL

AQ... kabhi to asan urdu may likha karein

Re: ChoopaaL

welcome back aunty baaji :sheen:

Re: ChoopaaL

ye sun k yani k parrh k hamary dil ko barri kafi dilli taskeen pohanchi hai.

Re: ChoopaaL

thankooooooo AQ kakay paajee :shireen:

Re: ChoopaaL

koi baat naheeN.. baRaY shehroN maiN aisaa hee hotaa hai

umeed hai yeh paajee punjaabi waalaa hai, urdu wala naheeN :vivo:

Re: ChoopaaL

ye kon say sayyary kay rishtay hain?

aunty baaji… kakay paajee :hmmm:

Re: ChoopaaL

\

AQ paa jee ap ko jis zuban may pasand aay app wohi samjh lain :hoonh:

Re: ChoopaaL

siyara gupshup kay rishtay hain yeh :smiley: chacha munnay:clown:

Re: ChoopaaL

aisee soorat maiN punjaabi dee balley balley…

Re: ChoopaaL

Now say the whole sentence in punjabi. :chai: