ChoopaaL

Re: ChoopaaL

tumharay anaaroon mein keerRay hain :bummer:
tumharay anaaroon mein keerRay hain
aik hi anaar sahi bacha hai :clown:
aur 100 beemaar line mein kharRay hain :hmmm:

:desimunda:

Re: ChoopaaL

table tennis ka punjabi may kia naam hay
hamaray angnay may tumharah kia kaam hay :shireen:

Re: ChoopaaL

:hayaa:

Re: ChoopaaL

table tennis ko chorRo, hum tu gulli dunda khailtay hain
tumharay angnay mein hum amrood torRnay aatay hain
:faizy:

Re: ChoopaaL

par meray angnay may to aam ka darakhat hay :naraz:

Re: ChoopaaL

bhai aaj phir aap kisi aur kay anganay main ghuss gaye ho… jaldi say nikal lo iss say pehlay kay ghar kay mardon ko pata chaly :hehe:

Re: ChoopaaL

haan chachaa say poocho. he has gone through all this :bummer:

Re: ChoopaaL

chacha jee may app ko bhai kaha say lagti hoon :naraz: … phir apna chasma lagana bhool gay :smack: , chachi nay phir gusay may aa kar chasma tor diya na :smack:

Re: ChoopaaL

lo ji isay kehtay hain naiki kar darya main sutt…

aap ko cafe ki bazurg jaan kar hum nain aap ki baat par aitbaar kiya aur bachay bechary ko bhoola hova samjhaa aap nain hamaari hi daari khainchni shroo kar di…

ps. aisi baatein bachon kay samnay nahin kartay shhhh

Re: ChoopaaL

:rotfl:
well i thought that was a girl’s nick… but u neva know.

betta safe than sorry…

waisy chachi waali baat aap nain theek ki hai… bohat zulam karti hain hum masoom par :teary1:

Re: ChoopaaL

what will be the time?

Re: ChoopaaL

its the time to disco :shoaby:

Re: ChoopaaL

khaak ho jayan gay tujh ko khabar honay tak.
Bhai ab kia faida. :smack:

Re: ChoopaaL

Hum naY maanaa kaY taghaafuL naa karo geY laikin :slight_smile:

Re: ChoopaaL

bakri charhi pahar par
.
.
.
.

.
.
bakri charhi pahar par
.
.
.
.
phir utar gai… :halo:

Re: ChoopaaL

matlab kay aap khaak ho chukay hain :aq:

kaya aaj kal qabar main computer shamputer dastyaab hotay hain?

Re: ChoopaaL

flooders ko computers allow hain :D

Re: ChoopaaL

aap pahaar kay oopar thin ya neechay

Re: ChoopaaL

khud aa kar daikh lo. :snooty:

Re: ChoopaaL

^ :hehe:
jab aap idhar hi hain to aap hi bata dain…