7 zameen 7 asMaan β¦ 14 nahii hotay kia ![]()
ek tabaq ..ek zameen or ek asman k darminyanee faslay ko kehtay haiN
ustad ji ko khud nahi maloom hai .. Inko Roza laggin ![]()
7 zameen 7 asMaan β¦ 14 nahii hotay kia ![]()
ek tabaq ..ek zameen or ek asman k darminyanee faslay ko kehtay haiN
ustad ji ko khud nahi maloom hai .. Inko Roza laggin ![]()
I always thought its 7 skies and 7 layers of earth, not 14 skies ..
lagta hai roza ziada lag raha hai aap ko
Note to nikki : aaj khuch khanaay ko acha banana bhaii ka dimagh naih chal raha hai
who says about 7 layers of skies?
i was talking about 14 steps altogether from earth up to skies :halo:
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
Aap ka dimagh shareefana bohut hai .. iss liye ..
thoraa Kevyaan aur GN ki suhbat main utthaiN, BaithaiN .. har baat samajh main aane lage gi
yea ap k achaY ikhlaaq ki neshani hai ![]()
proud feel karaIN ![]()
zara aap teenoN decide ker lain ke kon see baat sahi he phir mujhay Pm ker ke bataa dena
Aap ka dimagh shareefana bohut hai .. iss liye ..
thoraa Kevyaan aur GN ki suhbat main utthaiN, BaithaiN .. har baat samajh main aane lage gi
or phir bee samj na aay tu ruujuuuu hum sab kay Guru .... TLK bhai .....
jahan shaitan bi pahNaa manGtah hai .. hazrat wahan se start kartay haiN :D
ustad ji ko khud nahi maloom hai .. Inko Roza laggin :D
meyn ye nehe keh reh teh kea lekah he meyn keh rehe teh keaaaaaaaaaa lekah he wah wah kea lekah he ye nehe kaha meyn ne kaha he keaaaaaaaaaaa lekah he :ASA:
zara aap teenoN decide ker lain ke kon see baat sahi he phir mujhay Pm ker ke bataa dena
larkiyon k pm nahii atay kia ramdan mein jo hum pe nazar-e-karam :D
Ab taak tu Allah k Naik bandaY shatain se paanah maaNgaty aaay thay ![]()
lakin jab app naikhooN tu duniya cake hai bhai ![]()
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
Choda tabaq roshan means Shock I think, jab ap ko kisi un-expected situation ko face karna parrta hai tab ap ke choda tabaq roshan hotay hain ![]()
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
TLk > kia exam main kabhi app kay sath aisa nahi hoa kay app ko ik bhi question na ata ho ?
: P
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
hehe, hamesha hu'aa hai aisaa to
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
I guess people used to believe in 14 parts of brain , that is why they say it like it.
**Lagta hy app ki aqal ap ki tashreef ky ird gird paai jati hy:aq:
**
**Tum ny tu agy perh ker pahar tor diy, βKia app panchwi pass sy taizβ haim main 10,0000000 ka uinnam jeet liya na:hoonh:
**
Mashallah, zaban pe uboor dekhain bhai jaan choudry
Meri zaban per ab tumhin kiya aytraz hony laga Bhabhi Kahnum:aq: