CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

lightened from all directions (har jaga se roshni anay lagi)

in 3 dimension a cube has 6 faces and 8 corners, if light is coming from all sides and corners that is your “chauda tabaq”

My 2c.

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

:smack: sub se ziyada behooda but most logical explanation so far :smiley:

Its not behooda :naraz:, it may be wahiyaat though :smiley:

:halo:**yeh maslay fesa ghoras numa explanation perh ker tu mery chauda tabaq roshan ho giy:D
**

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

abhi jo jo mere final exam guzray main us main 2nd paper main mainy 3rd paper ki tyaare ker k chalee gayee

or woh paper aisa tha k jo perh ker ayee thay un ki shakal per bhi 12 baj rahay thay

main app ko nahi bata saktee k us waqt 14 tabaq k sath sath kitnee Alam-e-laa hoot mujh per roshan ho gayee thay : D

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

2nd paper ke waqt 3rd paper ki tayyari :smack:

waise achcha tareeqa he ke admi fail bhi ho aur ammi abbu kee daant bhi na paRey, ke buchchi ne itni mehnat to ki thi per qismat hi kharab thi

:D Bas shukar byhosh ho ker kahin charon shany chit na ho gai tum:D

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

yeh raaz ammi abu ko mainy bata ker maar nahi khaane thee ..: P no one knows about it ; )

goodnews> ha ha ha ha kuch na kaho bus chup hee raho : P

Meri to nahi magar gatar kaa mouinh hameshaa aap hi kholti ho :wink:

ONE

Aqal ka qabaz sy or qabaz ka gatar ka dhakan khulny sy kiya taaluq:hmmm:

Is per eik joke bana hoa hai bohat famous hai kaho to post karoon

*Joke main oryaniyat o putnanga pan na hu tu zaroor :D
*

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

:rotfl:

lagta hy Nudity & vulgarity ka tarjuma kuch ziada hi sahih ho giya hy:hehe:

Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq

^:smack: