GN kahaan kahaan aqal jaati hai
Nahii jahtee kahan taak fikray Insani nahi jatee
magar aPnee haqeeqat app pechanee nahi jatee
:D
GN kahaan kahaan aqal jaati hai
Nahii jahtee kahan taak fikray Insani nahi jatee
magar aPnee haqeeqat app pechanee nahi jatee
:D
i know ap ne MBBF kea he ![]()
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
Goodnews you failed matric ![]()
GN kahaan kahaan aqal jaati hai
GN ki aqal aur kahin nahi jaati, eik hi jaghaa atki hu'i hai barson se
![]()
kaya aap ke 14 tabaq roshan ahin GN
MM Kevyan abhi MBBS nahi hai (miyaanbiwibachonsamet)
GN just Pmed me, She wants to know, what is matric?
nahii mein khabii skool nahii gaya ![]()
haan in ka haan Panachwiii class se agay nahi parhatay ![]()
Qabz khulay ga to aqal aaye gi naa ![]()
koe nehe u ne private MBBF kea he ![]()
iss baat ka jawaab aap ko Begum GoodNews, Bil Mushafaa dain gee
Oh no ham ne bathroom kaa darwaza khola hia
kyun kia koi Gandi chez ( as in karachiite slang Gaanndd ) bahar anay lagee hai :aq:
Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
aray bhai 14 tabaq refer to 14 steps of skies… it’s like itni maar khaai kaY aasmaan ta’k kaY raaz nazar aanaY lagtaY haiN … din maiN taaraY nazar aanaY lagtaY haiN… jannat kaY nazaaraY nazar aanaY lagtay haiN… Horaan-e-Bahishti kee qurbat kaa yaqeen honay lagtaa hai, rozay bakhshwaanaY kaa khiyaaL chaY maa’ni daaaarad, namaazaiN gallaY paRti nazar aati haiN… ![]()
che che che kitnee wahe'yaat hijay hai
Reference laaYain hum ne tu app ko reference be dia :) app ne abhi tak edit nahi kia :D
Chauda Sitare search karlain .. maloom chal jay ga roman urdu mein 14 kaysay liktay hain :D
I always thought its 7 skies and 7 layers of earth, not 14 skies ..
ustad g kea lekah he ![]()
eik yeh baat mujhe itni jaldi kyoon nahi samjh aati
kaya wahayaati phelaaii hai