Chalgozay

lol…WTH :hehe:

Re: Chalgozay

mai parsoN lahore mai tha to chalghozay lene gya , mehngayi itni ho gayi hai kay 1kg chalghozay 1200 rupay kay mil rahe thay.

Andaza lagayaiN.

Re: Chalgozay

^^ r u kidding :S 1200 for 1 kg :S:S:S Allah ho akbar
i thought canada is expensive

expensive :eek:

Re: Chalgozay

sachi mai mandi ka rate for 1kg chalghozay is 1000-1200 rupees , beshaq koi bhi pata kar lay.

5kg mai khud lay kar aya hooN.

Re: Chalgozay

i love them, i could eat em with chilka :p

use to be 100-200 before america attacked in afghanistan

Akbar Jalaluddin kay marnay kay 300 saal baad 50 paisay kay 5 kilo mil jaatay thay

:hayaa: kia chalgozoon ki daig bananay ka irada hai? :eek:

Re: Chalgozay

merey zati Kheyal Main isey

Chill-Ghoza Kehtey hain

Ghoza Afrani zuban main nut ko kehtey hain.

Haan Jii, aur koi sawal zobo bhai?

Re: Chalgozay

^ jee bus aik or sawal kia elephant khata chillgozay hai? :hehe: