Re: Chakker
Shaadi k baad khudbakhud theek hojaingee 
Re: Chakker
tau fir mai shadi karloon?? 
Re: Chakker
acha chakkar kaisai chalatai hain…aisai ankhein ghoomaoon:mudhosh:???
Re: Chakker
^main tou bandhnay k liayyyar hoo shaadi k bandhan main 
Pahlay moun dho kar aao taakay make up k baghair daikh kar faisla karoon 
pk786
26
Re: Chakker
theek hai ab kuch na kuch karna hi pade ga 
Re: Chakker
Itna mat sochna k tumharay ghuttnoo’n main dard ho ja’ey 
Heera
28
Re: Chakker
Well said Lone bhai. Hum sub nain is pay amal karna hai.
Re: Chakker
ahem ahem yeh kisnai kaha k mai aap sai shadi karnai lagi hun?? 
Heera
30
Re: Chakker
Inko khowab main dikha tha.
You know billi ko khuwaab main bhi cheechr’ay nazar atay hain.
Re: Chakker
Aap ko aisa kiyun laga kah main aap say shaadi karnay ka kah raha hoon 
pk786
32
Re: Chakker
aap ko sochne se ghutnoon main dard hota hai

mujhe tu sir main hota hai 
Re: Chakker
^Sar main us wqaqt dard hota hay jab sar k ander kuch ho :p