Cash...

kissi kaY pass hai tau sanbhaaL kar bank maiN rakho…
yahaaN bataanaY kee zaroorat naheeN hai :vivo:

meraY pass jitnaa cash wallet maiN, woh bhee maiN naheeN bataaouN gaa :fatee:

saaDaY naaL raho geY tau Aish karo geY
Zindagi kaY saaraY mazzaY Cash karo geY :layd:

Re: Cash…

:confused:

Re: Cash…

Cash kaa naam aataY hee forun confusion dikhaanaa shuru kar deee naa :hoonh:

Re: Cash…

mai ghareeb cash dekha he nahee INNNE din se…:bummer:

Re: Cash...

kanjoos log :p

Re: Cash…

haaN haaN! ammi saY chawanni laY kar school jaataY ho :rolleyes:

Re: Cash…

je nahee… hamare zamanai mai aik aana buhat hota thaa… :o

Re: Cash…

aur meri taareef maiN buss yehi kahooN gaa

Tareef uss khudaa kee jiss naY jahaaN banaayaa

aap saY mil kar khushi hueee :hula:

Re: Cash...

waise yahaan cash nahi card hi use hotay hain
isi liye aap ke pass bhi nahi hai

Re: Cash…

to is kaa matlab aap sahi wale uncle hain :hmmm:

Re: Cash…

aur maiN samajh rahaa thaa kaY aap KoRiyoN kaY mol gol gappaY khareedtaY thaY school break maiN :jano:

Re: Cash…

Mainooo Cash vikhaaa - mairaaa Mood banay :blush:

Re: Cash…

:hoonh:… tu kia GHALAT wallai uncle bhi hootai hain… :o

:confused::confused:

Re: Cash…

so it is true that your ID was Phajja nanbai :clown:

Re: Cash…

unkil, aap ko KORiyoN maiN bhee KuRiyaaN nazar aa rahi haiN… kuch um’r kaa hee khiyaaL kar lo jaani… :smack:

Re: Cash…

chalo isi khushi mein deewan ka khana to khilaayein :phati:

Re: Cash…

baja farmaya aap ne isi liye aap ki rooh bhi budhi hai :stuck_out_tongue:

Re: Cash…

umer ki yaad na dillao… sumthing sumthing happens… :bummer:

Re: Cash…

to hamein bhi bataein naa kiya hoa :faizy: aaj aap bari raat tak jaag rahe hain kher to hai :aq:

Re: Cash…

ayween mai bore hu rha thaa.. :phati: check the other thread…:o