can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
^ kiyaa ![]()
Kahan dekhe they aesy qabristan?? India Mai? ![]()

Oh and next word bhi den ![]()
can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
Kahan Gaye? New word sochne lag Gaye Kia ? ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
yeah…apne gaaoN meN…ham log cricket ek qabristan ke paas khelte the jahaN aksar ham log qabroN ke aas paas baiThte the to un meN kabhii kabhii kisii kisii qabr meN aise foreign objects nazar aate the.
detaa huN
maiN chai banaa rahaa thaa…peenaa hai?
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
yahan to khwamakha qabron ki discussion shuru hogayi ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
hahaha…maiN KhaamKhaa hii Kinzz ko Daraa rahaa thaa ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
khamkhah ki behas ![]()
Hahhaha welcome ![]()
Bari jaldi chai banate hain app ![]()
llxxll:
yahan to khwamakha qabron ki discussion shuru hogayi
hahaha…maiN KhaamKhaa hii Kinzz ko Daraa rahaa thaa
App dara rahey they ![]()
Kinzz:
^ lekin jab bila zaroorat word mojud tha to is ‘kham kha’ word Ki kiya zaroorat thee??
khamkhah ki behas
Puch rahi thee na ![]()
Re: can you analyse the words "Khama khaa" خا مخا] [bilaa vajah]?
^ lol
ok, pahle is laRii ko to anjaam pazeer hone do...tabhii to duuNgaa nayaa lafz. ek part abhii iskaa baaqii hai.
^ lol
ok, pahle is laRii ko to anjaam pazeer hone do…tabhii to duuNgaa nayaa lafz. ek part abhii iskaa baaqii hai.
Apne khudi tou kaha ke Muqaw ka jawab sahi hai ![]()
Re: can you analyse the words "Khama khaa" خا مخا] [bilaa vajah]?
haN vo pahlaa part thaa...dusra part yeh thaa:
aise aur koii alfaaz aapko pataa haiN jo is tarz par bane hoN?
can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
Hmmmm, bila zaroorat? ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
AWAIN ![]()
AWAIN
Ainwain Ki bhi yeh meaning hai,? ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
Ainwain Ki bhi yeh meaning hai,?
Han jee ![]()
can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
^ dekhte hain KKF Kia kehte hain ![]()
Re: can you analyse the words “Khama khaa” خا مخا] [bilaa vajah]?
Hmmmm, bila zaroorat?
AWAIN
meraa matlab thaa k jaise Khowaah-e-ma-khowaah lafz haiN vaise hii aur bhii bahot se alfaaz haiN jaise
kash-ma-kash
aur koii aap logoN meN se kisii ko pataa hai?