cafities

samaiyt ker badhawaasiyan saray jahan ki

kuch na ban saka to Cafe bana diya : P

adab arz hay

mere thread ko move na kerna yeh eeespaical cafities k ley hai snooty

Re: cafities

smjh nhe aya :(

Re: cafities

awwwww:hugz:
kya baat hai
aaj kul cafe’ ke chakkar lug rahey hain

Re: cafities

aapko mod bhee banaya gya to esay forum ka jahan log post hee nahi kartay, aur jab insan (mod) har waqt wela betha ho to esay hee kaam karta hay

Re: cafities

waleed > koi bat nahi ..mujhay bhi samjh nahi aya

LP > haan cafe main jamhoriyat zyada hai : P

the reader > main apnee marze say waha ki mod banee hoon takay zyada kaam na kerna paray

i like wayla bethna

: P

Re: cafities

angoor khatay hain : p

Re: cafities

hmm ap ne khud likha hai kya ............

mjhe bhe wela betha ka shook hai :D

Re: cafities

the reader > Angoor khatay hain to main kia keroon ..yeh app ka masla hay sahee angoor kion nahi khareeday ..looooooooooooook kitnay badhawaas ho rahay hain app ....: P

waleed > good khoob guzray gee jo mil baithay gay cafe main saray waiylay

Re: cafities

aapnay hee to kaha tha "samaiyt ker badhawaasiyan saray jahan ki", to thori si meray hussay main bhee aagaiee : )

Re: cafities

haan jee khhob maza ayega …:smiley:

:yahoo:

Re: cafities

lol.. faarigh MOD :cb:

Re: cafities

^ blush

Re: cafities

hissay chai…zyada badhawas hona sayhat k ley muzar hay ..app ki nahi un ki jo app kay sath rehtay hain : P

waleed > mods say warning kha ker maza dobala ho jayee ga

:rotfl: :k:

Re: cafities

kyun jee mjhe kyun warning milay gi

Re: cafities

^ u like :chai:??

it’s for the faarig mod

bad hawaseeyon main spelling mistakes ho hee jati hain

wesay aaj kal meray sath sirf main rehta hoon...

Re: cafities

dania > ab mujhay ice cream khilao mainy tumhain hansaya hay : D

waleed > maza dobala kernay k ley warning ka tarka : P

sa-nafooz > mujhay farigh keh keh ker action main anay per majboor mat kero tum log mad

the reader > app to mohsin ban gayee : P

Re: cafities

hehehe that woulc be cool :smiley: :champ:

ji nahi, mohsin main "woh" tha, lekin mujh main jo "main" hay wo "woh" nahi hay, is liye main kuch bhee nahi bana