cafities

Re: cafities

^ app ka hal shaair yoon kehta hay
aksar baithay baithay main gum ho jata hoon

main main nahi rehta tum ho jata hoon : P

waleed > r u ready for warning ?

Re: cafities

lol kyun ap bache ko warning dalwanay ke pechay par gyi hai

shair qo acha khaasa laitay laitay qabar main bukhar charh gya hoga,

sahee shair yun hay : p

Acha khaasa baithay baithay gum ho jaata hoon
ab main aksar main nahi rehta tum ho jaata hoon

Re: cafities

ok yahan aajao khila doongee :)

Re: cafities

^ ticket bhejo : P

haasil-e-kalam to ik hee banta hai ..lafzoon ka kia hay idher udher ho hee jatay hain

chai

Re: cafities

lafzoon kay sath aur bhee hohoy kuch idhar udhar ho jata hay : p

ps: zyada chai sehat k liye nuqsaan day hay, jo aapkay sath rehtay hain unkay liye nahi, khud aapkay liye

Yun kehna chaiay tha

aksar baithay baithay main TUN ho jata hoon

main main nahi rehta tum ho jata hoon

Re: cafities

^ hahahahahhhahahaha Goood short lolzzzzzzzzzz

yeh kia changamaanga ki zuban main likha hai smilestar

jonhorita meaning:konfused: