Re: By Seeing Lahore Weather
Dont take negative but ap ki jo understanding hai us may aap ko maani he samjh aa jaien tu bohat hai..
Aap samundar na dhondain ![]()
2nd may nay ustad shuraa ki raye ka kaha hai k un say poch lain k wasi shah poets may tahir shah he hai…us ki eye to eye or is ka kangan to kangan… ![]()
3rd mat nay tu kaha he nai k may jisay acha bura kahoo aap loag bhi acha bura kahain…
may tu sirf apnay argument ko support kar raha hoon…aap logon ki tarhan team bazi kar k support nai kar raha aik dosray ko ![]()