Bura Maan Gaye

Nazron sy Nazrein Mili To Bura Maan Gaye.
Humny Aankhon sy Ishara Kya to Bura Maan Gaye.

Bat bat pr Muskurana Unki Aadat ha.
Zra sa hmny Jo Hansaya To Bura Maan Gaye.

… Hmy Aazmany ki Bat krty Thy Aksar,
jb Hmny Aazmaya to Bura Maan gaye.

Pyar me Bewafai Na krna Wo Kehty Thy.
Is bat ko hmny Dhuraya to Bura Maan Gaye.

Wo to hr roz Hmy Rulaya krty Thy.
Ik Din Hmny Rulaya to Bura Maan Gaye.

Re: Bura Maan Gaye

iss banday koh kya masla hai, hur baat per bura maan jaata hai

Re: Bura Maan Gaye

dimagh ka thora masla hai.. ilaaj chal raha hai :cb:

Re: Bura Maan Gaye

yeh to dimagh ka boht bara masla lagta hai,plz PK is ka proper ilaaj karwaein

Re: Bura Maan Gaye

Nazron sy Nazrein Mili To Bura Maan Gaye.
Humny Aankhon sy Ishara Kya to Bura Maan Gaye

Kahin ye wala ishara to nahin tha ;)

Re: Bura Maan Gaye

oh my God…this Ghazal is so similar to this song:

Re: Bura Maan Gaye

pakki baat hai