yeh drawings main nay summer classes main banai theen..aaj mili tou socha yahan share karoon ![]()
Re: Bored in Class
wow Dania…zabardast…mujeh bhi sikhaa do plz…its sooo outta this world. u are a pro i must say…keep up the good work ![]()
Re: Bored in Class
Jab banda bore hota hai tou khud hi creativity aajati hai..kabhi bore ho kar dekhiyah aur phir kuch draw kejiyah ![]()
Re: Bored in Class
:k: amazing
cool, i especially like the second pic ![]()
Re: Bored in Class
wow, i like the first one:k:
Re: Bored in Class
awesome, i wish i was as talented as u
Re: Bored in Class
mein bi banati thi sari books recently he phenki warna my books used to be full of drawings
**
wow…why did u throw it away?
mujhe de detiiN to maiN apne naam se publish karvaa ke mashhoor ho jaataa phir u line meN khaRii hotiiN me ke autograph ke liye…hehe
mazaaq bar-taraf, why don’t you start all over again :)**
thanks.. talent har kisi main hota hai bass koshish karni chahiyah ![]()
Re: Bored in Class
iss hee boriyat kay dukh sai mainnay parhna choor diya tha
Re: Bored in Class
ASA:
thank u.. waisay main aur bhi kuch bananay main maahir hoon..magar woh secret hai :
DMD: ![]()
Re: Bored in Class
to tum bore raha karo… hamesha! ![]()
Re: Bored in Class
1, 2, 3
jab pyar main 2 dil miltay hain main sochta hoon unka bhi kaheen mujh jesa he anjaam na ho ![]()
PS: wonderful work Dania..
Re: Bored in Class
Redi: anjaam kya hona hai..jo hona hai manzoor-e-khuda hona hai… (wah wah wah) ![]()
thanks ![]()
Jannu: apni asli mood par aagayee na ab ![]()