Re: Books for Shelf only
ab maiN kia 'arz karuuN…Islam meN har cheez ke karne ke aadaab maujood hai. aap Khud hii in aadaab ko paRh leN…ham in aadaab meN se ziyaad se ziyaada aadaab par 'amal pairaa hoN to yeh hamaare faraaiz-e-awwaleen meN se haiN…agar aap in meN se kisii aadaab se ittefaaq na kareN to phir yeh ek alag baat hai..mulaaHizah farmaaiye.
yeh aadaab musallimah taur par muttafiqah haiN: