Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Tota..

Monitor screen ke oopar beth kay…

oh acha… Tota hun, kahin bhi beth sakta hun, :wink:

Re: Bolnay Wala Tota..

hmmmm ho gae behas shuru… :chai:

Re: Bolnay Wala Tota..

:chai:

Re: Bolnay Wala Tota..

Yay aap donoN apni laraa’ee maiN mujh ko maa’af rakhaiN

Re: Bolnay Wala Tota..

Arey KK bhai..

aaye… Aap bhi surka lagain.. :desimunda:

Kaisay hain aaj?

Re: Bolnay Wala Tota..

kk unkil jab say mode banay hain kurion kay ilawa baki sab ko lift baan karwa di hai unhon nai :bummer:

Re: Bolnay Wala Tota..

BVURRRRRRRRPPP main ne kahan shuru kimasoom si shakal baning

:snooty:Yeh Multi batata hi nahi ke koun hai:o

:dannyboy:app aram say beth kar chae piyein

Re: Bolnay Wala Tota..

LoL..

Lekin Pah Phajjay (L337) say to bari gup shup hay in ki..
:clown:

Re: Bolnay Wala Tota..

:sweetif:mera naam Rahul hai

aap ka kya hai??

Re: Bolnay Wala Tota..

lol@ pah phajja
pah phajja unkil ko doodh mila pani jo supply karta hai
pani mahanga hoo gaya in phajjon ki wajha say :emmy:

Re: Bolnay Wala Tota..

Allah KA shukar hain… BAs DHoti mai Dhamakai ka Ilaaj sooch rha hon… :emmy:

Re: Bolnay Wala Tota..

^ main bataon mera kia ilaj hai unkil :sadiyah:
eik peeeeeYaare se shurli say mere shadi karwa dou

Re: Bolnay Wala Tota..

Yaa phir ek “pyari” si shurli is ki dhoti main chor do..

:smiley:

Re: Bolnay Wala Tota..

piyaaari se gurdyaaa see sai??? chalo theekh hain aik teer se du shikAr.. :chai:

Re: Bolnay Wala Tota..

main bhee phir app ke mujain khol kay lay jaon ga :barbie:

daikhny main bhee shurli hoo…aur baat karay tau lagay gobhi phlower bool raha hai :jano:

Re: Bolnay Wala Tota..

Mera naam Dildar Singh hay…

bari khushi hui mil kay

:lifey:

Re: Bolnay Wala Tota..

O dildar siyan tu aithay kithay :hugz:

Re: Bolnay Wala Tota..

:yawn:mujhe bilkul bhi nahi hui

kahi:hoonh:

Re: Bolnay Wala Tota..

tumhay bhook kay ilawa kuch hoota hai?

Re: Bolnay Wala Tota..

haan bohat neend aati hai:phati: