**
boht by-dard hun na main?
stata hun boht tumko?
rulata hun boht tumko?
k tumko chor kar tanha
khizaan lamhon ki banhon main
boht he door sochon main
chala jata hun main aksar?
chalo aisa karo jana
mujay koi saza day lo
k jab sonay ko mann chahay
meri palkon ka ghunghat orh kar
tum ru-baru aana
meri sanson main bas jana
zara b door yadon sy
kabi honay nahi dena
suno tum aisa karna k
MUJHAY SONAY NAHI DENA…**
Re: boht by-dard hun na main?
**
suno tum aisa karna k
MUJHAY SONAY NAHI DENA…

raat ke baj gaye, ponay do
ab to mujhko sonay do
hota hai jo honay do
ab to mujhko sonay do
lucha gaana.. luchi shayari
**
Re: boht by-dard hun na main?

tarash
4
Re: boht by-dard hun na main?
**mujay koi saza day lo
k jab sonay ko mann chahay
meri palkon ka ghunghat orh kar
tum ru-baru aana
**
kya woh koe churail hai