P_G
1
ok now tell me such such
poora ramdan isee ki practice kee hay na ? ap zara imtyahan ho jayee
eid per jub app nay sola sighaar ker ley ..or after repairng
app nay kitnay logoon say yeh comments sunnay
wow u looking so beautiful , smart , etc etc
kissi nay tareef ki bhi ya nahi ?
Re: bohat khoobsoorat ho blush
mujhay tu daikh kay kafi saray loog bayhoosh ho gaiey 
Sara dinn ambulance busy rahi hamaray mohallay main 

P_G
3
Re: bohat khoobsoorat ho blush
^ chai
ptv ka khabarnama kis nay laga diya smack
AQ
4
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Eid waalaY din tau nahaa dho kar deodrant lagaa kar logoN saY MuaanQaa kartaY yaar 
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Tumhare paas se aayi jo aik mehek
Uss mehek se sab behosh ho gaye
Mujhe pata hai Mujhe pata hai
Tum ne aaj phir brush nahi kiya 
J/k 
Re: bohat khoobsoorat ho blush
yar main apnay husn aur ishmartnass ki baat kar raha hon 
Koi Taab nahi laa sakaa uss ki 
P_G
7
Re: bohat khoobsoorat ho blush
how hayee unkil yeh to bohat bisteee ho rahee hay app ki : O
AQ
8
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Husn ko chaand jawaani ko kanwal kehtaY haiN
choRnaY waalaY ko piyaar saY uncle stalker kehtaY haiN 
Re: bohat khoobsoorat ho blush
HazarooN saal nargis apni baynoori pay rooti hay
Jalnay walooN ka moo Kala

Re: bohat khoobsoorat ho blush
PG 
Ok guys…I am out. TC. AH
Re: bohat khoobsoorat ho blush
MBBS FRCS PhD HSC SSC 
P_G
12
Re: bohat khoobsoorat ho blush
*or NAzreen is waqt unkil stalker or AQ main sakht muqabla chal raha hay *
*dekhtay hain Uncle stalker ka hussan (invisible) jeet'ta hay ya AQ ki mukhalfana karwaiyan *
taza ba taza tafseelat kay ley hamaray sath raheye
ptv news karachi
AQ
13
Re: bohat khoobsoorat ho blush
nargis ko rulaanaY waalaY, tujhaY sharam naa aayee aye sung dil insaan..
jo kehtaa hai wohi hotaa hai 
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Matnee Show main chalaiN gay Jutt Da Puttar Daikhnay
Main tu apnay paisay dooN ga - tum udhaara daikhnaa

AQ
15
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Alif Alif ALif Alif
Bay Bay Bay BaY
Please PaY paY paY paY

Re: bohat khoobsoorat ho blush
Twinkle Twinkle Little Star 
TvaDa kakh na ravay - mairay naal mathaa na laa

P_G
17
Re: bohat khoobsoorat ho blush
*hahahhahahhahah *
wow u both r looking such a PHAPY KUtniyaN
*nazreen kaantay dar muqabla jaree hay *
AQ
18
Re: bohat khoobsoorat ho blush
Humpty Dumpty set on a wall
khasmaa nu khaayaa nooN, chal phuTaa khaa
:decaf:
P_G
19
Re: bohat khoobsoorat ho blush
AQ > lagta hay app ki kisi nay tareef nahi ki : P
UZ
20
Re: bohat khoobsoorat ho blush
:) going very funnny :)