jiski biwi lambi uska bhi bada naam hai
** kothe se laga lo seeri ka kya kaam hai
** jiski biwi moti uska bhi bada naam hai
**bistar pe leta do gadde ka kya kaam hai
** jiski biwi kali uska bhi bada naam hai
**aankhon me basa lo surme ka kya kaam hai
** jiski biwi gori uska bhi bada naam hai
**kamre me bitha lo bijli ka kya kaam hai
** jiski biwi chhoti uska bhi bada naam hai
**god me bitha lo, bache ka kya kaam hai

**
Re: Biwioun ki faiday....
:D
sheyn
5
chalo loadshedding ka masla tho hal hojayega 
NaMaan
6
Re: Biwioun ki faiday…
It means tons of bachay for Pakistan … woooooooohhhhooooooooooooo … 
NaMaan
8
Re: Biwioun ki faiday…
Wow a song can SPLIT people … 
Re: Biwioun ki faiday…
Hamari mashallah say chaar hain:shikra:
NaMaan
11
Come on this is the only crop in Pakistan that is enough … 
I wonder if we can export them 
aap ke tho faiday hi faiday 
NaMaan
13
Sirf 4 … Bahi sahab koi himaat karain … be a proud 
PaNch hotee tu kia karLataay 
jee isi liye panchveen ka jald irada hai
kaha na jaldi
adab say ghustaakh
tum to fakeer ho hamaray samnay , ab tak ek bhi nahi hai
Re: Biwioun ki faiday…
sahi bat he so it shows a guy shud mary a gori fat n short wife…
no loadshedding…no mattress khurcha…n no buche khurcha… 
Khumar
20
shabash.
next time biwi kay liye gift bhi likh dayna 