wake up…its 2008
Ap k BachooN jaysay hotay tu mein apne hattOn se Goli
maardayTa unko ![]()
wow no bills ![]()
is it ![]()
man this is so old, why dont we bring it to the modern era
jis ki biwi bisexual uss ka bhi bara kaam hai
party mein lay jao, wingman ka kya kaam hai
etc..
Re: Biwioun ki faiday…
abb tareekh parhni nahen ati tau mera kia kasoor hai ![]()
Re: Biwioun ki faiday....
jis ki biwi gold digger uss ka bhi bara kaam hai
bank mein bitha doh daku ka kya kaam hai
etc
Re: Biwioun ki faiday....
Or jis ki Bivi hooker us ka bi Barha naam hai
usay job pay laGa do... khud ko baraa araam hai
:D
Re: Biwioun ki faiday....
jis ki biwi slutty uss ka bhi bara kaam hai
pole pay tunga doh stripper ka kya kaam hai
Re: Biwioun ki faiday....
Jiss kee biwi dhoban uss kaa bhee baRaa naam hai
Bijli kuch bachaaaa lo, machine kaa kiyaa kaam hai
Re: Biwioun ki faiday....
jis ji biwi neatfreak uss ka bhi bara kam hai
jharoo pakra doh bhangi ka kya kaam hai
Re: Biwioun ki faiday…
Or jis ki Bivi …** Net freak** us ka bara naam hai
life forum mein Guswa do . Khud ko bara aaraam hai
![]()
Re: Biwioun ki faiday....
Jiss kee biwi khar dimagh, uss kaa bhee baRaa naam hai
Ik dandaa hee pakRa dau, hawaldar kaa kiyaa kaam hai
Re: Biwioun ki faiday....
u mean wedding forum :D
Jiss kee biwi khar dimagh, uss kaa bhee baRaa naam hai Ik dandaa hee pakRa dau, hawaldar kaa kiyaa kaam hai
oh ho.. just realized, asal gaanaY saY Qaafiyaa ghalat ho gayaa...
revised :D
Jiss kee biwi khar dimagh, uss kaa bhee baRaa naam hai
Ik dandaa hee pakRa dau, thaanaY kaa kiyaa kaam hai
Re: Biwioun ki faiday....
Or jis ki bivi moderator us ka bara naam hai
Ban hi laga wa'do .. warnings ka kia kaam hai
moderators BiviYon se mazRat k Sath :D
Re: Biwioun ki faiday…
![]()