-- Bhool Jaanay Waalay ...

*Rooth kar ham unhain bhool jaanay lagay
Wo hamain aur bhi yaad aanay lagay…

Ham nay dil say kahi apni majbooriaN
Dil ko lekin yeh saaray bahaanay lagay

Unn kay QadmoN main Gir jain, marr jain ham
Iss Tarah apni matti thikaanay lagay…

Unn say aik pall main kaisay bichar jain ham
Jin say milnay main shayad zamanay lagay

Rooth kar ham unhain bhool jaanay lagay
Wo hamain aur bhi yaad aanay lagay…

Jo soch rahay hain kabhi daikha hi nai tha
Yaad aanay waalay… yaad aanay waalay…
**

From a beautiful Ghazal
Shair yet unknown…*

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

Rooth kar ham unhain bhool jaanay lagay
Wo hamain aur bhi yaad aanay lagay...

Nice;) Kon yad arha hy osy ghareeb ko khub hichkian lag rahi hon gi:D

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

^--
HichkioN ki ab shayad UNN ko aadat hogai hogi...
Hichki na aayay to wo pareshan hotay hongay,
Unn ko kaisay pareshan daikhooN main
Bass har lamha hichkiyaan bhaijta rehta hoon :s

Adaab Arz hay :$

PS: thanks for liking GoodNews, yeah its very beautiful Ghazal...issay sun kar ... jissay bhoolna bhi chahain wo bhi yaad aajata hay :-p

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

*
[QUOTE]
Unn say aik pall main kaisay bichar jain ham
Jin say milnay main shayad zamanay lagay

[/QUOTE]
*
**
yeh bohaaaaaaaaaat hee Zalim shair hay ..mera dil totay totay ho gya hay *naraz*

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

nice one :lajawab:

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

Jo soch rahay hain kabhi daikha hi nai tha
Yaad aanay waalay... yaad aanay waalay...

*
nice sharing*
Wb PA :)

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

sometime its so hard to forget some poeple very painfulll :)

what does your name mean ata ... flour?

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

:omg:Really I just realized it looks like flour waisy flour waly atty main double tt aata hy Atta yeh Allah ki Ata hy yani Given by God:slight_smile:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

khushkhabri ap se atta main he ati kabhi rice ka chakar b laga lea karo :smiley:

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

now who is rice ... haven't seen that nick yet.

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

Me too:konfused:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

Chawal main log mujhy marny ki dwa dal dyty hain na,:teary2: Atta unhin aysa krny ki ijazat nahi dyta:hehe:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

wo konsay asiay log haiN jo aisa karety :hoonh:

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

chawal nono asay word use nahi kartay.

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

^:CareBear: :fatee:me ne is leay ricooN ko use kia :CareBear:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

:omg: Tum her lafz ka ulta matlub hi kion lyty ho:hehe:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

lol bechary ata ka atta bana diya :hehe:

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

Khushkhabrion ky Dushman or kon:teary2:

Re: -- Bhool Jaanay Waalay ...

Re: – Bhool Jaanay Waalay …

nice :k: