BHOOK [hunger] kii Urdu kia hai?

Re: BHOOK [hunger] kii Urdu kia hai?

Bhakt nahi sayonjak, organizer, my landlady used to ask about ‘note chaapne ki machine’:smiley: and how it looks like, and I used to boast about how huge it was:D

isiliye maine uss line ka zikr kiya taaki aapko ekdum sahi andaaza ho jaye; Sabhi bank se note aate hain yaahan, unhe kram,numberwise, laga ke reprint karne ka order dena mera kaam hai, kabhi socha bhi nahi thaa ki note bhi sardard paida kar denge:(, waise big vault jahan CRR ka paisa jama hai wahan jane ko abhi tak nahi mila:(