main ne jabh bih suna hai yeh suna hai ke larkiyan bewaffa hoti hain lekin asa toh bilhkul hi nahi hai meri nazar mein toh larke bewafa hote hai ish main aap ki kya rahye hai PLZ tell asah nah hoo ke larke kahe keh larkiya bewafa hoti hai aur larkiy kahe ke larke PLZ aapni sahi main rahe dih jiye ga Thanks
dear, larkion ko iss liya kahtay haa bcz woo ziada wait nahi kar sakteen they have to marry. aur aksar kuch majborion ki bina par unhain quit b karna parta haa. thats y :)
dear, larkion ko iss liya kahtay haa bcz woo ziada wait nahi kar sakteen they have to marry. aur aksar kuch majborion ki bina par unhain quit b karna parta haa. thats y :)