koi begum ki ho payda raqeeba
bhala apna kahan aesa naseeba
ARAB mein nokri kar aaey kuch din
museebat ko wo kehtay hein museeba
MADEEHA SHAH ka hai ab zamana
kabhi dil mein raha karti thi DEEBA
shifa paaey bhala beemaar kaisay
haseena ho agar uski tabeeba
~Gulon se Khaar Behtar Hein Jo Daaman Thaam Letay Hein~
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 
Wah jee wah
kash k aaisa ho he jaye 
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash :)
bas ek hi reply. :(
Lagta hai GS par sirf SiD hai jo mere dil ki awaz ko samajhta hai.
Kher...
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash :)
Very funny. BTW is there any special section for funny poetry.
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash :)
Very funny. BTW is there any special section for funny poetry.
Toba karein janaab.
yahan to FUNNY POETRY ka ek thread start karna b ban hai and ur talking about A SPECIAL SECTION.
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 

Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 
begum ki raqeeba 
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 
bhala apna kahan aesa naseeba 
seem
9
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 
Dil ke arman aansoon mai beh gaey…
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash 
quote=seem;5111854]Dil ke arman aansoon mai beh gaey…
[/quote]
DiL k armaa’n aansuon mein beh gaey
un k bachay humko maamu keh gaey … 
Re: Begum Ki Raqeeba (Kaash :)
*^^ hahaha....poor u!! *