bay'dhiyanee main

Re: bay'dhiyanee main

Acha...To jo kehtay hain ke khiskay huway ko rah par laanay ke liye us ki shaadi kar do, mere maamlay main jhoot nikla...

Re: bay'dhiyanee main

^ mrs lajawab is ka behter jawab dain ge : P

Re: bay'dhiyanee main

Maine un ko durust kar diya hai...

Re: bay'dhiyanee main

^ woh already drust hee theen lakin app zaroor bailan khanay walay ho rahay ho hoonh

Re: bay'dhiyanee main

Khayal rahay namak thorha kum rahay...

Re: bay’dhiyanee main

Jee ky behlany ko Ghalib yeh khiyal acha hy:chai:

Re: bay’dhiyanee main

^ lolzzzzzz

baydhiyaani ..main namak hameesha zyada dal jata hay : P

Re: bay'dhiyanee main

To yaani ke baydhiaany main har kaam paar?

Baydhiaany ki saza honi chahiye...

Re: bay'dhiyanee main

^ saza khanay k baad bhi yehe haal hay .... yeh .marz laailaaaj hay