bay'dhiyanee main

Re: bay'dhiyanee main

wo to bilkul sahi farmaaya aap nay Khala... lekin aap kay mohallay main koi mochi nai rehta kia ? usi say silwa lia hota ... :s

Re: bay’dhiyanee main

Aisy main hamin duniya per ghusa ata hy ky aysi kion hy:naraz:

Re: bay'dhiyanee main

Mujhay Karahi gosht khanay ki bhook lag rai hay... abhi kay abhi ...:s

Re: bay'dhiyanee main

Hum nai...

Re: bay’dhiyanee main

Mujhy bhi:yummy:

Re: bay’dhiyanee main

acha app or app ki wife : D

Re: bay'dhiyanee main

Kiyun nahin...

Re: bay'dhiyanee main

^ app LAfzoon ki bachat scheme main kaam ker rahay hain aaj kal ?

Re: bay'dhiyanee main

Nahin to...

Re: bay'dhiyanee main

^ app ko gun point per bitha ker koi reply kernay per majboor ker raha hay ?

Re: bay'dhiyanee main

Aap ko aisa kiyun lagta hai?

Re: bay'dhiyanee main

^jaisa app zaahir kerna chahain gay dosra waisa hee mehsoos kerta hay : )

Re: bay'dhiyanee main

Us waqt sai main yeh samajh raha hoon ke shayad meri baaton sai Khushi jhalak rahi hai...Chalo, gun point hi sahi...

Re: bay'dhiyanee main

^ ager yeh reply gun point per kia hay to zyada acha hay banisbat un do lafzee reply k jo app khushe main ker rahay thay : P

Re: bay’dhiyanee main

gunpoint par diyaa huvaa reply ziadah achaa hai…?? :aq:

Re: bay'dhiyanee main

^ k is main alfaaz ki tadaad zyaada hay : D

Re: bay'dhiyanee main

mein pagal hoon

Re: bay'dhiyanee main

^ i M sorry ..main khush nahi bol raheee buss : (

Re: bay'dhiyanee main

Main waqai main khiska huwa hoon...

Re: bay'dhiyanee main

^ app ka qasoor nahi Shaadi kay badd aysa hee hotay hay : P