bay'dhiyanee main

kaam kuch ker rahay hoon or dhiyaan kaheen or ho

class main lecture kay bajaye damaagh kaheen or ho

jana kitchen main ho or chalain jaain kisi dosray room main

kissi cheez ko fridge main rakhna ho or phaynk dain dustbin main

aisay main app ko apnay opper hanse ate hay ya gussa ?

Re: bay'dhiyanee main

hansi aur ghussaY kaa tau pataa naheeN, Shan-ul-Haq Haqqi kee poem "Dost haiN apnaY bhai BhulakkaR" zaroor yaad aa jaati hai.

.

Re: bay'dhiyanee main

Kaheen pay nigahain ... Kaheen pay nishaana :-p

doosra room ? ... wo chota sa room to nai :-p
ab aik kaam karain, sab room main choola fit karwa lain, har taraf kitchen hi kitchen ... wo choolha kahen bachnay na paayay... 'jalnay' say :-p

Re: bay'dhiyanee main

na serious ...aisay main agar koi note ker lay to safaaye dayna mushkil hotee hay k hum nay jaan boojh ker nahi kai .//or agar yeh keh dain k dhyian nahi tha phir to or class kay ..damaagh hota kahan hay tumhara : S

Ata > mere bat chorain ..app kay sath aisa nahi hoa kabhi ?

Re: bay'dhiyanee main

Go to clifton and stay there for 3 hours or to Manoora...

Re: bay'dhiyanee main

^ aah sea view ...

Re: bay'dhiyanee main

iss main bhi tension hay ? :s
OK go to Hawks Bay :-p

Re: bay'dhiyanee main

^ app ki misaal waysee hay jaysay ik malka nay apne qehat zada awam say kaha

mere samjh nahi ata k agar tumharay pass rotee nahi to tum cake kio nahi kha laytay : S

Re: bay'dhiyanee main

Aap biryani kha lain...

Re: bay'dhiyanee main

^AQ say kahain paka dain

Re: bay'dhiyanee main

^-- aap waada karain kay khaingiN... baqi mera kaam :-p

Re: bay'dhiyanee main

^wafa na kia hota ..wada he kia hota

yeh wala wada chalay ga ? : P

Re: bay'dhiyanee main

Hamara chorro, ye poocho k ghar walon ko
hum pay ghussa aata hai ya ....................

Re: bay'dhiyanee main

^ piyaar hee atta ho ga : P

Re: bay'dhiyanee main

kyun?

Re: bay'dhiyanee main

^ kia kiun ?

Re: bay'dhiyanee main

mujhay tu gusa ata ha ... :p

Re: bay'dhiyanee main

Hamain to afsos hota hai...

Re: bay'dhiyanee main

nai... koi chamkeela, bharkeela, shakeela, shoq o chanchal waala karain :-p

Re: bay’dhiyanee main

gussa ka kia faida hota hay ?

kitnay loggon nay mil ker reply kia hay ?

yeh sub jawaanoo ki batain …mujhay say thaka hara toota phoota khazan raseeda wada hee mil sakta hay