baray bay Aabroo ho ker

ajj cafe say hum niklay

kissi nay lift he nahi karaye sub he mere masoom or smart see posts ko jump kertay hoye aisai agay nikal gayee jaisai jaisai .. kahlee road per signal tortay hoye gariyan nikal jatee hain

khair koi baat nahi kal jub main ik bara insan ban jaoon gee to phir mujh say autograph mangna app log ..kisi ko bhi nahi doon gee huh * snooty *

ok main chaleee …mere bad anay waloon ko welcome or mujh say pehlay chalay janay waloon ko Allah hafiz

Re: baray bay Aabroo ho ker

Wah wah wah ki abta hy PB zinda bad aysa bupm hy yah thread ky koi uchly baghyr nahu guzar sakta.khub

Re: baray bay Aabroo ho ker


[QUOTE]
Wah wah wah ki abta hy PB zinda bad aysa bupm hy yah thread ky koi uchly baghyr nahu guzar sakta.khub
[/QUOTE]



itna hawas bakhta kion ho rahay /rahee hain app?

Re: baray bay Aabroo ho ker

wah wahhhh…

adaaaab arz hai :smack:

Re: baray bay Aabroo ho ker

*Welcome *
*and *
*ALLAH HAFIZ *

Re: baray bay Aabroo ho ker

Khali road per signal naheen hotay :barbie:

Re: baray bay Aabroo ho ker

Ap ka thread dykh kr kon apny wason main rh sakta hy **P G **

Re: baray bay Aabroo ho ker

Koshishain karnay say halaat badal jatay hain
Khudh bhigrhi hui taqdeer ka shiqwa na karo

Bandigi hi se to hai banda nawazi unki
Baaz nadaaN ye kehte hein ke sajda na karo

Arsh par haq-nashinon ka basera toba
Jo na poori ho kabhi aisi tamana na karo

Re: baray bay Aabroo ho ker

Tussi kithe chale P_G baji??

Re: baray bay Aabroo ho ker

^-- table kay neechay, chawanni dhoond rai hain :s

ps: how r u *sidz pari *? ...
and hellow, how is other pari?

Re: baray bay Aabroo ho ker

Kis nay kaha tha is Kochay main awara gardi karo :-P

Re: baray bay Aabroo ho ker

:rotfl:

array kia hoa pg

Re: baray bay Aabroo ho ker

***Dill Ny:teary2: ***

Re: baray bay Aabroo ho ker

table keh neeche kiya ker rehi hain :konfused:

PS mai alhamdullilah bilkul theek
doosri pari phir seh la pata bohot gandi adat hai uski :naraz:

Re: baray bay Aabroo ho ker

Jo Dil ki Sunta Hay Woh Bay Abro Hota Hay :Pagri:

Re: baray bay Aabroo ho ker

:halo:

Re: baray bay Aabroo ho ker

:rolleyes:

Re: baray bay Aabroo ho ker

:teary2:*** pehly kion nahi btaya***:teary2:

Re: baray bay Aabroo ho ker

Tum nay pahlau Poocha hee naheen :frowning:

Re: baray bay Aabroo ho ker

:-)