Ban kar do mujheee

jee, aap nay durast farmaya. main apna sara waqt yahan par aap logo ki nigarani par laga dayti hoon, isi liye meray mijaazi-khuda mujh say naraz hain keh un ko un ki roti time par nahin mil rahi. isi liye main DK ko warning par warning diye jaa rahi hoon. aap ko to psychic hona chahiye. meelon door, aur aap nay meri problem ko sahi tarhan bhooj liye.