Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Na aam sa ho na dunya meiN sab sey pyaara hobas ye duwa hey ke koi aesa shakhs hamaara ho
nafees lehja ho par lafzoN meiN kuch haraarat ho
na bhaNwar sa teiz ho na thehra huwa kinaara ho**
**
‘he’ wao’
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Na aam sa ho na dunya meiN sab sey pyaara hobas ye duwa hey ke koi aesa shakhs hamaara ho
nafees lehja ho par lafzoN meiN kuch haraarat ho
na bhaNwar sa teiz ho na thehra huwa kinaara ho**
**
‘he’ wao’
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Wo aaeiney ko bhi heirat meiN daal deta hey
kisi, kisi ko Khuda ye kamaal deta hey
**
Hey aur Ye
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**ham nay maana k taghafal na karo ge lekin
khaak ho jaaiN ge ham tum ko khabar honay tak
‘te’ kaaf’
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
KIA QYAMAT HAY K JIN K LEAY RUK RUK K CHALAY
AB VOHI LOG HAMAY AABLA PAA KAHTAY HAYN
HAY/NOON
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Hawa ki lehro tum us ki basti say jab guzarna to itna karnakehna usko ke tum ko taktay koi aankhaiN apni gawa chuka hai
‘he’ ye’
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**hamako mitaa sake ye zamaane mein dum nahin
hamase zamaanaa Khud hai zamaane se ham nahin
noon
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
na shikaayatein na gilaa kare
ko_ii aisaa shaKhs huaa kare
jo mere liye hii sajaa kare
mujh hii se baatein kiyaa kare
Re: BaitBazi New Rule Month of April
NAI HAI YEH DIL REHM KHANAY K QABIL …
KIYA ZIKAR-E-DIL TO HANS K WO BOLAY… ![]()
“ye”
Re: BaitBazi New Rule Month of April
ye kon log hyn mojud tare mahfil mi
jo lalchon say tujy,muj ko jal k daykhte hyn
hay/noon
Re: BaitBazi New Rule Month of April
i love this one …
***Neendon ki bagawat sy yeh nuqsan hua Mohsin …
ek shakhs k khwabon ko tarasti rahen Aankhain!!***
noon
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**Ab mulaaqaat meiN wo garmiy-e-jazbaat kahaaNab to rakhney wo mohabbat ka bharam aatey heiN**
**‘he’ noon’
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Nafs ko aanch per woh bhi umer bhar rakhna
Bara muhaal hai hasti ko maut’abar rakhna …
Next: “Ray / Alif”
Re: BaitBazi New Rule Month of April
***Ab kisi se bhi mOhabbat nahi kar pata hai
Maar kar khud kO jO ek shakhs bachaya main ne..!!***
noon
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Naye dewanoon ko dekhtay hain tau khushi hoti hai
Hum bhi aise thay jab naye aye thay maikhanay mein …
Next: “Meem / Noon”
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Mohabbat …
Hijar …
Dhoka …
Nafrat …
Sab Mil Chuke Hain Mujhe ;
Main Ab Taqreeban Mukammal Ho Chuki Hoon!!
noon / hay
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Hamari pyaas ka andaaza hi alag hai Faraz
Dareyaoun ko thukra ke shabnam ko tarastay rehte hain …
Next: “Hay / Noon”
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**ho terii Khaak-e-aastaan pey salaam
ham tere aastaan kay thay hee nahin
Noon
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Nahe us khuli fiza mein koi gosha-e-faraagat
Yeh jahaan ajjab jahaan na qafas na aasheyaan …
Next: “Alif / Noon”
Re: BaitBazi New Rule Month of April
**abhii se dil-o-jaan sar-e-raah rakh do
ke lutane lutaane ke din aa rahe hain
hey/noon
**
Re: BaitBazi New Rule Month of April
Hum ne us ke baad na rakhi kisi se muhabbat ki aas
Ek tajurba bahut thaa jo sab kuch sikha gaya …
Next: “Gaaf / Alif”