Re: Bait Bazi
sorry bait bazi mien mujhy ya ghazal yaad a gaye tau i posted here...
kabhi yeh haal keh donoN maiN yakdili thi bohat
kabhi yeh marhala jaisay keh asHnayi na thi
Re: Bait Bazi
sorry bait bazi mien mujhy ya ghazal yaad a gaye tau i posted here...
kabhi yeh haal keh donoN maiN yakdili thi bohat
kabhi yeh marhala jaisay keh asHnayi na thi
Re: Bait Bazi
very nyc
thank you...she'r dijiye koi :)
Re: Bait Bazi
sorry bait bazi mien mujhy ya ghazal yaad a gaye tau i posted here...
kabhi yeh haal keh donoN maiN yakdili thi bohat
kabhi yeh marhala jaisay keh asHnayi na thi
**oh achchhaa....koii baat nahiiN...:) bahot Khoob she'r hai:
tujhe shaayad Khabar hogii, Haqeeqat aashnaa mere!
mujhe terii moHabbat ne bahot buzdil banaa Daalaa!!! :)**
Re: Bait Bazi
ek baar aur bhe kyun arz e tamana na karoon
k tu inkar bhe karta hy, ajab naaz k sath.
Re: Bait Bazi
samundroon sy b guzry tau ankh bund kiyye
yea piyas us ki atta hy tau pass hum ko b
another 1
suntay hien jo bahissht ki tareef sab darust
laikin Khuda kry wo tera jalwa-gah ho
Re: Bait Bazi
Woh Mohabbat Aankhon Mey Chupaye Beythey Hai...
Woh Apne Dil Mey Ek Raaz Chupaye Beythey Hai..
Re: Bait Bazi
humain is ka koi bhi huq nahi k shareek-e bazm-e kholoos hon
na humarey paas naqaab hay, na kuch aastee.n main chupa howa
Re: Bait Bazi
ek baar aur bhe kyun arz e tamana na karon
k tu inkar bhe karta hy, ajab naaz k sath.
Re: Bait Bazi
Suna *hai loeg usay **aankh **bhar **ke dekhtay hain,
Toe us **ke sheher mai kuch din, theher **ke dekhtay hain ***********
Re: Bait Bazi
ham raat bohat roey bohat aho fighan ki:teary3:
dil dard se bujhal ho to phir neend kahan ki
kaaf/yey
Re: Bait Bazi
Kaasa e deed main bus ik jhalak ka sikka
hum faqeeron ki qana'at se tujhe dekhte hain
Tujh ko kia ilm ke tujhe haarne wale kuch log
kis qadar sakht nadaamat se tujhe dekhte hain
Re: Bait Bazi
hawa ke dosh pe rakhe charagh the ham
jo bujh gae to hawa se shkaetain kese
kaaf//yay
Re: Bait Bazi
kabhi yak ba yak tawajo,kabhi dafatan taghaful
mujhe azma rha hai koi rukh badal badal k...
kaaf/yay
Re: Bait Bazi
Ye zaroori tu nahi keh aag se jal jaaye bashar
baaz logoa'n ko muqaddar bhi jala deitey hain
Re: Bait Bazi
Neend Bhi Khuli Na Thi K Haye Dhoop Dhal Gai,
Paoon Jab Talak Uthey K Zindagi Phisal Gai,
Paat Paat Jharr Gaye K Shaakh Shaakh Jhal Gai,
Chaah To Nikal Saki Na Par Umar Nikal Gai,
Re: Bait Bazi
inkaar ki si lazat,iqrar men kahan hai
barhta hai ishq GHALIB un ki nhi nhi se...
Re: Bait Bazi
m so sorry the last word is yay bt i thot I :s
Re: Bait Bazi
Yeh duaa hai aesi ghazal kahun, Kabhi paish jissey main na ker sakuun
Koi hurf teray huzur main , koi shair teray janab main
Re: Bait Bazi
mere intikhaab ka mayar kuch b ho lekin
jise chahen ge,bemisaal ker den ge...
Re: Bait Bazi
Yaa Rabb hujoom-e-dard ko dey aur wus'atein
Daaman to kya abhi meri aankhein bhi nam nahi