Bait Bazi ..

Re: Bait Bazi ..

**
Na hay faryad hontoN per, na aankhoN maiN koi aansoo
zamaney se mila jo ghum, usse geetoN maiN dhaya hay
**

Re: Bait Bazi ..

yea jantay hain k teri fitrat wafa say na aashna hay phir b
teri taraf say lagiay rehtay hian apnay dil ko tasaliyo main

Noon

and now me out see u latter INSHALLAH :wave:
ALLAH HAFIZ

Re: Bait Bazi ..

**
Na janey kiyoN humeiN uss dam tumhari yaad aate hay
jab aankhoN maiN chamaktey haiN sitaarey shaam se pehlay
**

IS Allah hafiz :wave:

Re: Bait Bazi ..

:frowning: ooo i m so tired of this YEH

ab main YEH se kuch post nahi kroon gi:devil:
coz or kuch yaad e nahi aa reha:p

Re: Bait Bazi ..

*Ye judaiyoan ke rastey bari door tak gaye hain
jo gaya wo phir na aya, meri baat maan jaao
*

Re: Bait Bazi ..

wo sadie,on ka safar kar ke yahan tak puncha tha
tum ne mur ke jis shakhas ko dekha bhi nahi

Re: Bait Bazi ..

yea kesa khouf tha rakhat-e-safar b bhool gaiay
wo koon loog thay jo apnay ghar be bhool gaiay
yea kesi quwat-e-parwaz dhar nay paida kee
parinday urhtay howay apnay par b bhool gaiay

YE

Re: Bait Bazi ..

yeh fakhar to hoaa hasil bura hai kay bahla hai
door chaar qadam hum bhi teray sath chal diyay


:YEh:

Re: Bait Bazi ..

yea socha tha k zukham-e-dil badan mai phail jaiay ga
magar to nay madawa kar diya, aahesta aahesta

Alif

Re: Bait Bazi ..

unke aankon main bhi namee rehte hai
baat kartay hain jo aoro'n ko hansanay kay liyay

:YEH:

Re: Bait Bazi ..

yea khamoshi tomeray dil ke divarien gira day ge
muhabat ho na ho par lab hila, aahesta aahesta

Alif

Re: Bait Bazi ..

armano'n kay sunay ghar main her ahat baygane nikle
dil nay jub nazdeek sya dekha her soorat anjanee nikle


:YEH:

Re: Bait Bazi ..

yea haraf haraf mai khushboo, yea roshni ka hunar
mera to kuch bee nahi, sab teray jamal main tha

Alif

Re: Bait Bazi ..

Aray Oo asma`n walay bata is main bura kia hai
khusee kay chaar johnkay gar idher say bhi guzar jayein


:NOON:

Re: Bait Bazi ..

naiya mosem meri benaiee ko tasleem nahi
meri ankhoon ko wohi khawab purana la day
jis ke ankhian mujay andar say b parh sakti hon
koi chehra to meray shaihar mai esa la day
YE

Re: Bait Bazi ..

yeh jo chaar din kay nadeem hain unhein kia *fraz koi kahay*
woh mohabbatein woh shakayatein humein jis say theen koi aur hai

:YEH:

Re: Bait Bazi ..

yea aarzoo thi k ham us k sath sath chalian
magar wo shakhas to rasta badalta jata hay
rutain wasal ke ab khawab honay wali hain
kat us ke baat ka lehja badalta jata hay

Ye

Re: Bait Bazi ..

^ nice*..*
yeh qasoor uska nahi tha yeh mere qismat thee
kay main na apne zindage do lamho'n main guzar dee
:YEH:

Re: Bait Bazi ..

Thanks

**
Yoni mosem ka ada daikh k yaad aya hay
kis qadar jald badal jatay haib insaan janan
**

NooN

Re: Bait Bazi ..

na hai dushmane kese raat say, ab na hai dostee kese raat say
hai bacha he kia woh ja chuka hai mujhay chehn kar mere zaat say


:YEH: