Re: Bait Bazi ..
hahaha =D
yeh mujhe sans bhi kohl ke nahi lanay deta
mere shah rag pe jo kanjar hai kae sadion say
Re: Bait Bazi ..
hahaha =D
yeh mujhe sans bhi kohl ke nahi lanay deta
mere shah rag pe jo kanjar hai kae sadion say
Re: Bait Bazi ..
ye alug baat k afshaN na howa tujh pe warna
mae ne kitna tujhe mehsoos kia tere baad
Re: Bait Bazi ..
**
Dil kay ujRay kavaaR maiN meri khamoshiyaaN haiN goonjti
jab lafz zubaan se chen gaye tou kaisey koi kuch kaha kerey
sar-e-raah guzar per iss qadar diyey haiN kiss ne jala diye
ye lafz saarey bay-zubaaN, ab jo bhi chahey hawa kerey
**
Re: Bait Bazi ..
*ye gham nahi keh hum dono aik na ho sakey
ye ranj hai keh koi darmiyaan mei bhi na tha
*
Re: Bait Bazi ..
*
ay dil terii aaho`N mien aserr haii k nahii haii
jo haal idher hai wo udher haii k nahii haii
wo jin k liye raatien khwaab hoiiN sarii
kuch un ko bhee hamare ghum kii khabaR haii k nahii haii *
Re: Bait Bazi ..
Ye uddasioN kai mausam kaheeN raayegaaN na JayaiN
Kisi zakHam ko kuraido kisi Dard ko jagao.
Re: Bait Bazi ..
**
~Wasi~ yaqeen hay mujhey keh woh louT aaye ga
usse bhi apney kiyey ka malaal hona hay**
Re: Bait Bazi ..
yeh souch hai! agar yaqeen hota palt kar teray annay ka
to pholo ke trha hum bhi tere rah mein bekhar jatai....
Re: Bait Bazi ..
**
Yeh loog mera fard-e-amal dekhtey haiN kiyoN
meiN ne ~Faraz~ khud ko peghamber nahiN kaha
**
Re: Bait Bazi ..
iss ke woh janai usse pass-e-wafaa tha kai na tha
tum faraz apne tarf se to nibahtay jatai...
Re: Bait Bazi ..
yea teri ankhoon k aieeno par jo aik khawahish jami hoiee hay, wo mai nahi hoon
jo meray hontoon pay aik haraf-e-dua mahinoo say jal raha hay, wo tu nahi hay
"Ye"
Re: Bait Bazi ..
yaad kia dast-e huner hai kai sanvarta gaya main
us ko socha tou ussai yaad he karata gaya main
Re: Bait Bazi ..
nishani koi to ab k safar ke ghar lana
takan paoon ke ayr titliyon k par lana
mai likh rahi hoon kahani teri rafaqat ke
jo ho sakay tu koi haraf, mutbar lana
Alif
Re: Bait Bazi ..
alfaaz main simatt-tay kahan dil-o-jaan kai dard
younhi khud ko safhaat sai baihlaa raha tha main...
Re: Bait Bazi ..
na shikayatien, na gila kere
koii aisa shaks howa kere
jo mere liye hii saja kere
mujh hii se baatieN kia kere
Re: Bait Bazi ..
wrong post :(
Re: Bait Bazi ..
Ye nashist kya hai raah mein, tere zauq-e-ishq ko kya huwa
Abhi chund kaantay chubhay nahee kai sab iraade badal gaye…
heartuu… ![]()
Re: Bait Bazi ..
ye kia k sab se bayaan dil ki haalatein kerni
~faraz~ tujh ko na aayeen muhabatein kerni
Re: Bait Bazi ..
Yeh kiya ke aik jahan ko karo waqf iztiraab
Yeh kya ke ik dil ko shakeeba na kar sako
Aisa na ho yeh dard baney dard-e-la dawa
Aisa na ho ke tum bhi madaawa na kar sako....
Re: Bait Bazi ..
wo dil ki baazi jahan mujh se jeetna chaahay
main maan loon ga wahin maat...us sey kah dena