Re: Bait Bazi ..
**
Aa kay ab tasleem ker laiN tu nahiN tou meiN sahi
koun maaney ga keh hum main bewafa koi nahiN
**
Re: Bait Bazi ..
**
Aa kay ab tasleem ker laiN tu nahiN tou meiN sahi
koun maaney ga keh hum main bewafa koi nahiN
**
Re: Bait Bazi ..
نہیں کہ مجھ کو قیامت کا اعتقاد نہیں
شبِ فراق سے روزِ جزا زیاد نہیں
Re: Bait Bazi ..
naam wafaa ka lay kar jo deta raha dagaaa
kyon uskay intzaar mein tamanna thehar gaye
:YEH:
Re: Bait Bazi ..
**
YaadoN ki aag maiN meri aankheiN sulag uTheiN
raatoN ko sochney ki aadat na thee mujhey
shayed woh merey ishq ki intiha hi thee
keh terey humsafar se raqabat na thee mujhey
**
Re: Bait Bazi ..
Ye zara zara sii baat par tarhaN tarhaN kay azaab kyuN
jo kisi say bhi khafa na ho mujhay us Khuda ki talaash hay
mujhay dekh kar jo ik nazar meray saray dard samajh sakay
jo is qadar ho chaara-gar mujhay us nigaah ki talaash hay
ye''
Re: Bait Bazi ..
**
Ye pehlay sooch lo phir aur bhi tanha na jo jana
usse choney ki khuahish maiN, usse paaney ki khuahish maiN
bohat se zakham haiN dil maiN mager aik zakham aisa hay
jo jal uThta hay raatoN maiN, jo lo deta hay baarish maiN
**
Re: Bait Bazi ..
nazaR mein zulman, badan mien thanduk, jamaal kitna ajeeb sa tha
mae terii chahat mien ghaR se nikla, tu haal kitna ajeeb sa tha
na-janay kaise nayee rutoN mien puranii yaadoN ki naou doobii
nazaR k darya mien aanay wala ubaal kitna ajeeb sa tha
"alif"
Re: Bait Bazi ..
**
Ye ada-e-be-niyaazi tujhey bewafa mubaarak
par aesi be'rukhi kya ke salaam tak na pohNchey
"ye"
**
Re: Bait Bazi ..
**
Ye udaas udaas phirna, ye kisi se bhi na milna
yooN hi bay-sabab tou nahiN koi haadsa tou hoga
**
Re: Bait Bazi ..
Ab mohabbatein sochoo'n tu ik dard dil mei uthta hai
kaise kahoo'n kiya gham mere naam kar gayi teri ik nazar
Re: Bait Bazi ..
us kay lout anay ka khawab daikhti ankhien
shaam say, darichay mien rakh k baith jatay hein
"NooN"
Re: Bait Bazi ..
na fiza hai apnay bus main na nazar main hai kinara
kahin meray dil ke kishte is bahnwar main doob na jayay
:YEH:
Re: Bait Bazi ..
very nice :k:
Re: Bait Bazi ..
Yeh tumhaari talKH nawaeeyaaN koi aur seh kar dikhaaye tu
yeh jo hum maiN tum maiN nibaah hai meray hauslay ka kamal hai
Re: Bait Bazi ..
yea shaihar kesi aiena kirdar badan par
ilzam lagatay howay dharta b nahi hay
"Ye"
Re: Bait Bazi ..
**Yeh mera sara safar us ki khoshboun main Kata **
Mujhe to rah dikhati thein chahatein us Ki
:YEH:
Re: Bait Bazi ..
yea kesi dhund mai ham tum safar aghaz kar baithay
tumhien ankhain nahi milti hamien chehra nahi mila
ALIF
Re: Bait Bazi ..
**
Ik sukoon maanga tha zara sa woh sanaaTey miley
ab dabey paa`oN bhi tumhari yaad aate nahiN
woh milta hay abhi tuk muskara ker hi mager
ik girah jo paR gaye hay dil maiN woh jaate nahiN
**
Re: Bait Bazi ..
naiay zamanoon ka karab oorhay zaieef lamhay nidhhaal yadien
tumharay khawaboo k band kamroon main lout aien to lout aana
"alif"
Re: Bait Bazi ..
**Ab dast-e-Shanasaye na barhayain gay hum **
Kay Zamanay bhar Say thukrayay huay hain
:NOON: