Re: Bait Bazi ..
Phir Yah............ tari tu............. khair
Ya he nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Usay behi khud ko bohat dair tak jorna hoo ga
Re: Bait Bazi ..
Phir Yah............ tari tu............. khair
Ya he nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Usay behi khud ko bohat dair tak jorna hoo ga
Re: Bait Bazi ..
Aooro'n ko zuban milte hai
jub bhi us say klam hota hai
chasm-e-dalayr mein terta qatra
moktasir aik payaam hota hai ..
"yeh"
Re: Bait Bazi ..
aap ko Yeh ke beemari hai kiya......
Ya aur baat ha ka wo insan bank kar aya hai
Magar wo shakhsh zameen par khuda ka siya hai
Re: Bait Bazi ..
*bamari mujhe koi bhi nahi hai .. Allah ka shukar hai .. if i can only recall shers starting from “yeh” then does it mean i have some sort of disease ?!?! ..
..
*
yeh iskay pyar ke baatein faqt qisay puranay hian
bahla kachay gahray peay kon darya paar karta hai ..
“Yeh”
Re: Bait Bazi ..
Yoon he udas raha tu dekhna ak din
Tamam shahar main tanhiyan becha doon ga
sorry about beemari
Re: Bait Bazi ..
usay jo kehna tha pal mein keh gaya
jo mujhe kehna tha dil mein reh gaya
pohl ka daman bhi to chaak hai
yeh kese ka muntazir he reh gaya
“Alif”
its okay .. it happens ..
..
Re: Bait Bazi ..
aa_iinaa dekh kar Khayaal aayaa
aaj kal un kii dostii kam hai
Re: Bait Bazi ..
yeh mere nazar ka kamal hai kay mere nazar ka jamal hai
tujhe sher sher mein souchna, sar-e-bam-o-dar tujhe dohndna
"Alif"
Re: Bait Bazi ..
ajaaz-e-isavii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan-e-mujassim bahut hai yaa.N
Re: Bait Bazi ..
najanay kiskay sabab iktalaf-e-rayay howa
galat tha kon, yahee souchtay rahein gay hum
khabhi jo dasnay lagay gee ghar ke tanhyaan
sunay ga geet koi khat teray pahrein gay hum
"MeM"
Re: Bait Bazi ..
Mujahay kisi say mohabat nahhi kisi kay sewa
Main har kisi say mohabat karoon kisi kay leeya
Re: Bait Bazi ..
yeh kon loug andehro'n ke baatein kartay hain
abhi tu tere yaad kay chaand dahlay bhi nahi
"yeh" again .. :-s ..
Re: Bait Bazi ..
:)
yaa rab! Gam-e-hijraa.N me.n itanaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa
Re: Bait Bazi ..
ab yeh soucha hay kay apne zaat mein simtay rahein
hum nay kar kay dekh le sub say senasaye bohut
"Tay"
Re: Bait Bazi ..
Tu to suraj hay tujay malooom kaha raat ka dukh
tu kesi mroz meray ghar mein utar shaam kay baad
Last:- daal
Re: Bait Bazi ..
Dua e bad nahi deeta magar itna tu kahta hoon
Ka jis say dil lagay tara wo tujah say bewafa niklay
Daal say kuch aur yaad nahi aa raha tha
Re: Bait Bazi ..
Yahi mizaaj hai apna kisi ka dil na dukhay
JudaaiyoN ko bhi chaaha hai qurbatoN ki tarha
Re: Bait Bazi ..
Har ek say beygana ban rahay hain, kisi ki janib nazar nahi hai
Khabar woh rakhtay hain is tarah say kay jaisay koi khabar nahi hai
(I hope im not posting this the second time around)
Re: Bait Bazi ..
yaad kisii kii chaa.Ndanii ban kar koThe koThe utarii hai
yaad kisii kii dhuup hu_ii hai ziinaa ziinaa utarii hai
Re: Bait Bazi ..
Ye....
humm
Ye Mujaza bhi Muhabbat Kabhi Dikhaye Mujhay
Ke sang Tujh pe Giray, aur zakhm aye Mujhay...
Ye Again :)