Bait Bazi ..

Re: Bait Bazi ..

yaadon ko laga kar senay say taqdeer jagia karte hoon
mein teray khailo'n say tere tasveer banaya karte hoon
jub yaad suhane hote hai jub yaad purane ate hai
mein chand sitaro'n ko dukh ke tasfeer suna karte hoon

**IS: **Welcome back ..

**Azad: **that sher with "ghazal kisi ke" is ermmmm thanx for sharing .. =p

Re: Bait Bazi ..

Nagar nagar mein wo bikhray hian zulam kay manzar
hamari rooh kay chalay be soog kartay hien

Re: Bait Bazi ..

Naram haton se aaj phir mekhana pee aay hain
Azad~ Zindagi ki aik oor shaam jee aay hain

Adab.

GKKKK dil par nahil layte ... sub maya hay sub chaya hay. ;)

Re: Bait Bazi ..

Neend Waloon Ko Kia Khabar Iss kee
Koun Jaga Hai Raat Bhar Tanha

Last:- Alif

Re: Bait Bazi ..

Aisay alam main mohabat se gila kia karna
Sub kia dhara hay taqdeer ka lekha appna

(Azad)

Adab Arz

Re: Bait Bazi ..

ajab tarang ajab khushi mein rehta tha
ye kal kee baat hai dil zindagee mein rehta tha
phir ik shaam bari khaamshi se toot gaya
humein jo maan teree Dosti mein rehta tha....

Re: Bait Bazi ..

us ki adet hay jerhain katetay rehnay ki Wesi
jo meri zaat ka mehver hay kai sedion say

yeh

Re: Bait Bazi ..

phir ik shaam bari khaamshi se toot gaya
humein jo maan teree Dosti mein rehta tha....

Wah

Re: Bait Bazi ..

Allah karay jahan ko mari yaad bhool ja aya
Allah karay tum kabhi asa na kar sakoo

Re: Bait Bazi ..

Woh jo rasay thay wafa kay thay, yeh jo manzlei’n hainsaza ke hain
mera hum-safar koi aur thaa meraa hum-nasheen koi aur tha

Azad: .. ok .. mein dil per lay bhi nahi rahe thee .. :halo: ..

Re: Bait Bazi ..

Aa jaa ka taray keemit waday par mout koo
Tala hai aaj mainay baray ihtaram say

Re: Bait Bazi ..

*yeh hamara bad-nasebe nahi to aur kia hai
kay uskay hoay hum jo na ho saka hamara *

"aLIF"

Re: Bait Bazi ..

Ak tu aap aLIF kay pechay par gayeen hain....

Ab kay barsat ke rut kuch aur behi bharkeeli hai
Jisam say agha nakaltee hai aur kaba gheeli hai

Re: Bait Bazi ..

ak tu app "yeh" kay pechay par gayay hain ..

*yeh such hain kay kuch kistian bhi doob jaya karte hain
per sahil to wohe rehta hai kinara ho yah kay na ho *

Re: Bait Bazi ..

Wo aa tu jay magar intazar he kam hai
Wo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai
Main kasay maan loon us par asar he na hoo
Dill tarap ta rahay aur usay khabara he na hoo

Re: Bait Bazi ..

woh humsafar ho aur safar zindage bahr ka ho
yeh hee aik duaa ate hai dil kay labo'n per aksar

*"Ray" *

Re: Bait Bazi ..

Rah e wafa jab na mil saka koyee rafeeq
Hum sath sath apnay he saeya kay chal dee yay

Re: Bait Bazi ..

wow .. that one is really good .. :k:

yeh saal bhi guzra hai teray pyar ke man-ind
*jatay hoay kuch aru tha atay hoay kuch aur *

*“Ray” *

Re: Bait Bazi ..

Rastay choop choop roshni madham
Maray maqan say us ke gali tak

Re: Bait Bazi ..

kabhi to roay ga woh bhi kse ke banhon may
khabh it uske hanse ko lazawal hona hai ..

*"yeh" *