Re: Bait Bazi ..
Na aoon ga,na miloon ga,na khat likhoon ga tujhe
teri khushi k liye khud ko her saza doon ga
woh dard hi na raha warna ai maat-e-Dil
Mujhe guman bhi na tha main tujhe bhoola doon ga
"Alif"
Re: Bait Bazi ..
Na aoon ga,na miloon ga,na khat likhoon ga tujhe
teri khushi k liye khud ko her saza doon ga
woh dard hi na raha warna ai maat-e-Dil
Mujhe guman bhi na tha main tujhe bhoola doon ga
"Alif"
Re: Bait Bazi ..
Ajeeb kohis hai shehar walon say chup chupa kar kitaab likhonn
Tumharay naam apne zindage k kitaab ka intasaab likho
Who lamha kitna ajeeb tha jub hamare aankhein galay mile theenn
Mein kis trha ab mohabbaton ke sekastage kay azab likho
"noon" or "noon ghuna" ..
Re: Bait Bazi ..
Na woh aankh teri aankh thi,na woh khawab tera khawab tha
dil-e-muntezir to yeh kis liyai tera jagna,usay bhool ja
alf
Re: Bait Bazi ..
apne tanhaee meray naam pay abad karay
kon ho ga jo mujhe isek trha yaad karay
dil ajab sehahr k jis per bhi kohla dar iska
woh musafir isay her simat barbaad karay
"yeh"
Re: Bait Bazi ..
Yeh...
Arz Kia hay....
Yaad Aaye hay tou phir TooT ke yaad aayi hay
Koi Guzri hui Manzil, Koi Bhooli Hui Dost
(Faraz)
Re: Bait Bazi ..
dost dost na raha
piyar piyar na raha
zindage humaye tayra aayte baar na raha
Re: Bait Bazi ..
*uRtey uRtey uss ka panchee dour ufaq main doob gaya
rotey rotey bheth gaye avaaz kisi sudaii ki *
Re: Bait Bazi ..
yeh chaand betay zamano'n ka aaenaa ho ga
behktay abar mein chehra koi naya ho ga
udaas rah koi dastaan sunaay gee
karo gay baat to her baat yaad ayay gee
"yeh"
Re: Bait Bazi ..
meree apni ghazal ka aik sheir aap ki nazar :)
YaqeeN naheeN agar usko to aazma dekhay
mai jaan waaar dooN us per , jo ik nazar ker de
Re: Bait Bazi ..
youn saja chand ki jhalaka tere andaz ka rang
youn faza mehki ki badalaa mere hamaraz ka rang
saya-e-chashm mein hairan ruKh-e-raushan ka jamal
surKhi-e-lab pe pareshan teri aavaz ka rang
Re: Bait Bazi ..
Guzar geya jo zamaana usay bhla hi do
Jo naqsh ban nahin sakta usay mita hi do
(( Amjad islam Amjad))
..........
Waao
Re: Bait Bazi ..
woh nahin hai to bulandi ka safar kitna kathan hai
seeriyhan chartay huay usnay yeh socha hoga
rah-dari main, haray lawn main, phooloun kay kareeb
us nay her simt mujhe aAn ki dhonda hoga
By: Parveen Shakir .. :k: ..
Nazam: khawabo’n ka bahrm tot gaya .. :k: ..
Re: Bait Bazi ..
Aabe Zam Zam dost laaye haiN abas
Hum jo peetay haiN wo paani aur hay
(Faraz)
WELCOME to GS… Everhottest.. ![]()
Re: Bait Bazi ..
Ye tumhari talkh-nawayeaN koi aur seh k dikha tu day
ye jo hum maiN tum maiN qarar hai mere hoslay ka kamal hai
Re: Bait Bazi ..
Yeh jaam, hum or tanhaii
talki e ma'e se teri yaad aii
khan'te gulab bane ...
...................... khwab porana daikha
modaton baad aiyne ne
.......................haal humara daikha
(Azad)
Re: Bait Bazi ..
ek naam kya likha tera sahil ki rait par
phir umr bhar hawa say meri dushmani rahi
sarkoo pay sard raat rahi meri humsafar
ankho main mery sath thakan jagti rahi
*Ps: Azad nice1 .. :k: .. *
Re: Bait Bazi ..
Yeh dil se dil ki bat bhi ajeeb si, koi kia kahay?
Ghazal se bat kar’ay hum-sukhan ke lehje main
Akhair e shub Tanhi ho to kan me sir’goshi kahay
Azad! Ghazal kisi ki sahi shair to hum ne hi kahay
Adab Arz
Re: Bait Bazi ..
ye dukh nahi ke andhero se sulah ki hum ne
malal ye hai ke ab subha ki talab bhi nahi....
Last:- Yea
PS:- Me Back
Re: Bait Bazi ..
Yeh subh o shaam hain teray soorat do (2)
Tum aawaz do, jee karta hay palattne ko
Jitna bhi chaho door chalay jao wehshat e Azad
waqt kam parr jay hay zakhm e jigar bharne ko
Adab Arz
Re: Bait Bazi ..
Woh Ashk Bun Kay Meri Chashm-e-Tar main Rehta hai
Ajeeb Shakhs hai Paani ke Ghar main Rehta hai ........
Last:- Ye