**Amarbail, "hai" being the
last word in your shair, the last letter is
"yeh"
Yaad dikha^ee day toou ya kisi jagah javab day
Mayree umer bhar ki riyazatooN ka hisab day**
**Amarbail, "hai" being the
last word in your shair, the last letter is
"yeh"
Yaad dikha^ee day toou ya kisi jagah javab day
Mayree umer bhar ki riyazatooN ka hisab day**
Thanks for correcting me ... Im really not well so cudn't paid attn..
Yeh Sooch Kay Roothi Thi Wo Aein Gay Manane
Bas Dukh Tu Yehe Hey Wo Manane Nahi Aye...
Yeh kay chakar main yeh howa
Her lafz ghool kar main pee gia
(Adab Arz)
p.s. Im really not well so cudn’t paid attn.. kia howa Bail Jee foot n mouth ![]()
izahr-e-ghum k aur bhi andaz thay bohet
aankhon main teri aayai ansoo yeh kia houa
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
izahr-e-ghum k aur bhi andaz thay bohet
aankhon main teri aayai ansoo yeh kia houa
[/QUOTE]
** AankhoN se meree kaun meray khwaab lay gayaa
Chashm e Sadaf se gauhar e naayaab lay gayaa**
is shehr mein kitne chehre thay kuch yaad nahi sub bhool gay
ik shaks kitabo'n jaisa tha, wo shaks zubani yaad howa
ab to der-o-deewar sau udasi si tepekti hay Qateel
janay kis dais gayai woh payar nibhanay walay
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
ab to der-o-deewar sau udasi si tepekti hay Qateel
janay kis dais gayai woh payar nibhanay walay
[/QUOTE]
*Yeh haadsaa bhi muhabbat me baarhaa guzraa
Kisi ne haal jo poochaa to aankh bhar aai *
ye Qana't hai, ata'at hai k chahat Faraz
hum tu razi hain wo jis haal mein jaisa rakhay
"alif"
Aadeten tum nay ker diyai vaday
adeten hum nay aitbar kiya
teri rahon main barha ruk k
hum nay apna hi intezar kia
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
Aadeten tum nay ker diyai vaday
adeten hum nay aitbar kiya
teri rahon main barha ruk k
hum nay apna hi intezar kia
[/QUOTE]
*aisay terey baghair jiaay jaa rahey hrin hum
Jaisay koi gunnah kiay jaa rahey hein hum *
Mujh ko to hosh nahi tum ko khabar ho shayed
Log kehtay hain kay tum nay mujhay barbad kia
***Ik phool mayray paas tha, ik shama mayray saath thi
Bahar khizaaN ka zoar tha, ander andhairi raat thi
Aisay paraishaaN to na thay tootay hoay sanatay
Jab ishq ki, tayray mayray ghum par, basr auqaat thi*
**
yahan kissi ko bhee koi hasb-e-arZoo na mila
kissi ko hum na milay hum ko tu na mila
"alif"
Azal se bay-simt jistujoo ka safar hai dar-paish paaniyooN ko
kissey khabar kis ko dhoondta hai meri tarah raaigaaN samandar
Raiza raiza ho gay jo sare sapne
aisay sapnon ki baat kerta hoon
Tum ko tu ghairon ne dukh diye hain
mae tu apnon ki baat kerta hoon
"noon"
Naapnay waalaa sitaarouN kee Guzar GaahouN kaa :)
Apnay Afkaar kee duniya maiN safar kar naa sakaa
Jiss nay Sooraj kee shua'aouN ko griftaar kiyaa
Zindagi kee shab-e-Taareek, seh'r kar naa sakaa
Is khud-gharzo'n ki duniya mein
Hamdard bohat kam milte hain
Hum pana chahein aik khushi tu
Laakh hamein yahan ghum milte hain
Na maiN ab uss kay dil kaa noor hooN
Na chain-e-dil kee naveed hooN
Ik baywafa sa bunn gayaa
Uss bewafa kay saamnay
(Anwaar)
![]()
ki mere Qatal k baad us ne jafa se toubah
hay us zod-e-pashemaan ka, pashema'n hona
"alif"