Aa dost! lab-e-kosae ka moqa na dey mujhe
afsana meray dil ka bara dardnaak hai
Usay bhi khud ko bohat dair joorna hoo ga
*
*Aaj phir tum nazar nahi aai
Phir tamanna kay phool murjhai
*
yaa mujhe afsar-e-shaahaa na banaayaa hotaa
yaa meraa taaj gadaayaa na banaayaa hotaa
Arz-o-sama kahan teri was'at ko paa sakey
Mera hi dil hai woh ke jahan tu sama sakey
yaa to miT jaa_iye yaa miTaa diijiye
kiijiye jab bhii saudaa kharaa kiijiye
Yuun tu shaakh sey pattey gira nahi kartey
Bichar ke log ziada jiya nahi kartey
yeh souch hai! agar yaqeen hota palt kar teray annay ka
to pohlo ke trha hum bhi tere rah mein bekhar jatay
NExt: Yeh
Yeh tughyaani tu kiya hai hum bhanwar bhi paar kar jaatey
Jo hota muntazir humara koi dosri jaanib
bahdor to nahi lakin humein acha nahi lagta
kese ke koof se apna makaan tabdeel karna
Next:Alif
[QUOTE]
Originally posted by Galaxy: *
**Yeh tughyaani tu kiya hai hum bhanwar bhi paar kar jaatey
Jo hota muntazir humara koi dosri jaanib*
[/QUOTE]
Wah ji wah.....aapkey mukabley mein to yahan koi sher karney wala nahi.
Very nice. Keep going
![]()
just jokking:D
[QUOTE]
*Originally posted by ghazal kisi ke: *
bahdor to nahi lakin humein acha nahi lagta
kese ke koof se apna makaan tabdeel karna
Next:Alif
[/QUOTE]
Us key nazdeek gham-e-tark-e-wafa kuch bhi nahi
Mutma'in aisa hai woh jaisey kuch hua hi nahi
^whats the last word:konfused:
Noon or something else
noon
na aye hain yaadein na anso ab nikltay hain
bohut muskel se meray din ab mere jaa guzartay hain
suna hai mere yaadon ko to ne bhi hai bohla dala
suna hai phir bhi tere aankhon mein sawan tehrtay hain
Next: Noon
Nazuki sey jo utha sakti na ho kajal ka baar
Un sabak palkon pe bethay rah ka bojhal ghubaar
Next: Rey
raia kare, qadorat aur nafrat ke fiza mein
Alam mujhko mohabbat ka utahna chahaye tha
Next:Alif
That ‘rey’ was pretty hard:bummer:
Agar choop chap tum dekhoo tu dum aram say niklay
Idahar hum hichki latay hain udhar tum roonay lagtay hoo
dilsay that was a zalim sher :-(
vafaa ke bhes me.n ko_ii raqiib-e-shahar bhii hai
hazar! ke shahar ke qaatil tabiib-e-shahar bhii hai
Faraz