yuu.N unakii bazm-e-Khaamoshiyo.n ne kaam kiyaa
sab ne merii muhabbat kaa ehataraam kiyaa
ok Dilsay .. i am leaving for this Planning Division meeting for about 4 hrs uss kay baad aghar mood bana to khailaying gay .. Allah Hafiz
humm acha jatay jatay ... aap ki nazar kartay hain
Arz kia hay
Ujarr gay Azad~, Kehtay hain JunooN kay hatoon
Unhain kia maloom Hum nay shehar abaad rakha
Adab
(Azad)
aik to logon main sabar naa ko nahi, bhai aa rahay hain :( khair ab ijazat? Allah hafiz
aaGaaz to hotaa hai anjaam nahii.n hotaa
jab merii kahaanii me.n vo naam nahii.n hotaa
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
ok Dilsay .. i am leaving for this Planning Division meeting for about 4 hrs uss kay baad aghar mood bana to khailaying gay .. Allah Hafiz
[/QUOTE]
ok
Just moving it up
Aa ja ka taray keemti waday par mout koo
Tala hai aaj mainay baray ihtram say
Yaad tum aay bohut raat kay pechlay pehir
May khanay say niklay teri gali ki taraf
Howa sama'at par kutoon kay bhonknay ka asar
Azad~ sub Herun howa lotay mekaday ki taraf
Adab Arz
(Azad)
Fasl e gul hai saja hai maykhana
Chal maray dil khula hai maykhana
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Fasl e gul hai saja hai maykhana
Chal maray dil khula hai maykhana
[/QUOTE]
aata hai jo khushi ki intiha par
buht roye the us aansoo ki khatir
R
Rah e wafa jaab na koyee mil saka rafeeq
Hum sath sath apnay he siya ka chal daiya
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Rah e wafa jaab na koyee mil saka rafeeq
Hum sath sath apnay he siya ka chal daiya
[/QUOTE]
Apni afsurdha mizaaji kaa buraa ho k Faraz
waqayaa koi bhi ho aankh ko bhar jaana hai
Ya he nahi ka hamain tour kar giya hai koyee
Usa behi khud ko bohat dair joorna hoo ga
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ya he nahi ka hamain tour kar giya hai koyee
Usa behi khud ko bohat dair joorna hoo ga
[/QUOTE]
aa bhii jaao kii zindagii kam hai
tum nahii.n ho to har Khushii kam hai
(yasmin das)
ye barhamii ki naaz-e-iltifaat ke baad
ham ko maut kaa paiGaam hai hayaat ke baad
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
ye barhamii ki naaz-e-iltifaat ke baad
ham ko maut kaa paiGaam hai hayaat ke baad
[/QUOTE]
dil ko gham-e-hayaat gaNwaara hai in diNo
pehle jo dard tha wahi chaara hai in diNo
ye dil zara sa dil teri yaadoN meiN kho gaya
zaRRe ko aandhiYon ka sahara hai in diNo
tum aa sako to shab ko baDha dooN kuch aur bhi
apne kahe meiN subhO ka taara hai in diNo
ghazal by Jaghjit and Chitra
aysha plz post only one sher as seher bajii said in the rules:)
sorry i didnt read the rules, so does that mean just like the first 2 lines of the one ive just posted?
vo aaj phir yahii doharaa ke chal diyaa 'Bani'
mai.n bhuul ke nahii.n ab tujh se bolane valaa
yes and no sorry:)
my pleasure:)
and sorry everyone ![]()
you started here as well if you want to give any one advise please send them PM dont do it on this hope you will be careful