Ab MulaQaat meiN wuh Garm-e-jazbaat kahaN
Ab tou wuh Rakhnay Muhabbat ka bharam atay haiN
Rameesha ji keep smiling
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
![]()
Ab MulaQaat meiN wuh Garm-e-jazbaat kahaN
Ab tou wuh Rakhnay Muhabbat ka bharam atay haiN
Rameesha ji keep smiling
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
![]()
YooN humaaghoosh howa muj sey keh sab toot gaye
jitney bhi but they sanamhana-e-pindaar key paas
Phir us saya-e-diwaar ney uthney nah diya
aa key ik baar jo betha teri dewaar key paas
thanks Gul
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
.. waisey aap khud her baar -ye deti haiN our phir shikayat bhi karti haiN
SitaaroN say aage jahaaN aur bhi hain
abhi ishQ ke imtrhaaN aur bhi hain
PS-- Rameesha Ji saath hie Marham bhie tou laga detay hain
naamaa gayaa koi na koi naamaabar gayaa
teri Khabar na aa_ii zamaanaa guzar gayaa
sorry: ap dono k beach main kodnay ka
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
i mean ramesh and gul
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Is daur mein sab mit jayenge, haan baaqi woh reh jayega
jo qayaam apni raah pe he aur pakka apni hat ka he!
(iqbal)
yadain chalien khayal chala ashk-e-tar chale
lekar payaam-e-shauq ke naamabar chale
dil ko sanbhaltay rahe har haadsay pe hum
ab kya karain keh khud teray gesuu bikhar chale
Next ye"
ye ehataraam-e-junuu.N hai ki sii liyaa daaman
vagarnaa ek tamaashaa-saa kuu-ba-kuu karate
hame.n yaqii.n hai ki gar tuu qariib bhii hotaa
thori dair tu huns laynay daytay.....
yooN bichaRna bhi bahut AasaaN na tha uss say magar
jaatay jaatay uska wuh muR kar dobara dekhna
Next Alif"
Na Shikayatein Na Gila Karey
Koi Aisa Shaks Bhi Howa Karey
Jo Merey Liye Hi saja Karey
Jo Mujhi Sey Batein Kiya Karey
Kabhi Roye Jaye Wo Bepanah
Kabhi Betahasha Udas Ho
Kabhi Chupkey Chupkey Dabey Kadam
Merey Pechey Aa Key Hasa Karey
Jo Mein Honn Taw-e-le Safar Meinn To
Meri Wapsi Ki Dua Karey
Truth Is Beauty,Beauty Truth,This Is all We Know And This Is All We Need To Know
Parveen Shakir… very nice choice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Truth_Is_Beauty zara dehaan say, it was Alif not Noon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
apanii rusavaa_ii tere naam ka charchaa dekhuu.N
ek zaraa sher kahuu.N aur mai.n kyaa kyaa dekhuu.N
tuu meraa kuchh nahii.n lagataa hai magar jaan-e-hayaat
jaane kyo.n tere liye dil ko dha.Dakataa dekhuu.N
Parveen Shakir
thori dair tu huns laynay daytay…
Na-jaanay kon sa fiqra kahaN raqm ho jaaey
diloN ka haaL bhi ab kon kis say kahta hay
Next "ye"
PS-- Thanks Amjad bhai
Yeh mana aaj har insaan ki quwat hai shaur us ka
magar is rasm ko aam is qadr hone nahiN deiN ge
Next -- Yey
yeh raaz bahaar_e_gulshan haiis raaz ko kyaa samjhe koi
shabnam ko rulaaeyaa phoolo'n yaa raat ko shabnam khud rohee
Q. jallal abaadi*
ye"
yeh raaz bahaar_e_gulshan haiis raaz ko kyaa samjhe koi
shabnam ko rulaaeyaa phoolo'n yaa raat ko shabnam khud rohee
Q. jallal abaadi*
ye"
(¯`~!‹‹®››...Hâm...IbŦ £dâ_ë_I§Ħq....mëiñ...Añjaam...HöĞeye...‹®›!~´¯)™ ©²°°²
“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯¯–“
ye zaroori to nahin aag se jal jaye koi
baaz logon ko muqaddar bhi jala daytay hain
Nasal dar nasal teri zaat ke maqrooz haiN ham
tu ghani ibn-e-ghani hai mere makki madani
Next -- Yey
Ye jo raat din ka hay khel sa usay dekh us pe yaqeen na kar
koi aks bhi nahi mustakil sar-e-aaina usay bhool ja
Next Alif"
aa.Nkh se duur na ho dil se utar jaayegaa
vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzargayegaa
next "Alif"
Truth Is Beauty,Beauty Truth,This Is all We Know And This Is All We Need To Know
Aah ko chahiye aik Umr asar honay tak
Kaun jita hay teri zulf kay sar honay tak
Next "kaaf"
Khud koa yun mahsur kar baithaa hun apni zaat mein
manzilain charon taraf hai rasta koee nahin
~Mere hathoon ki lakeeroon ke izaafe hain gawah
main nae pathar ki tarha khud ko tarasha hai bohat~
OoOoOoO
**smile**